Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Kushagra - Finding Her (Lyrics)

๐Ÿ‘ค Episode โ€ข ๐ŸŽผ Mar 25 โ€ข โฑ๏ธ 3:27
๐ŸŽต 1207 characters
โฑ๏ธ 3:27 duration
๐Ÿ†” ID: 19115855

๐Ÿ“œ Lyrics

Hm, jaana, tu aata nahin
Sapnon se jaata nahin
Mil jaaye, kya hi baat thi
Kamil ho jaata wahin

Jaana, mere sawaalon ka manzar tu
Haan, main sookha sa, saara samandar tu
Haan, gulabi si surkhi jo dikhti thi
Phir se dikh jaaye toh jee-bhar ke saah bhar loon

Kaati kitni thi raatein, nahin soya main
Tujhko kitna bulaya, phir roya main
Teri saari wo baatein kyun sone nahin deti
Sataye mujhe, haan, phir khoya main

Tu aata nahin
Sapnon se jaata nahin
Mil jaaye, kya hi baat thi
Kamil ho jaata wahin

Jo bhi ho raaz tera
Mujhko batata nahin
Mil jaaye, kya hi baat thi
Kamil ho jaata wahin

Sambhaal ke rakha wo phool mera tu
Meri shayari mein zaroor raha tu
Jo aankhon mein pyaari si duniya basayi
Wo duniya bhi tha tu, wo lamha bhi tha tu

Haan, lagte hain mujhko yeh qisse satane
Deta na dil mera tujhko bhulane
Adhoore se waade, adhoori si raatein
Ab hisse me dakhil mere bas wo yaadein

Rehna tha ban ke humdum tera
Aise jaana hi tha, phir tu kyun thehra?
Ab na maane mera dil ke na tere qabil
Thi ik aarzu ki main kehta raha, par

Tu aata nahin
Sapnon se jaata nahin
Mil jaaye, kya hi baat thi
Kamil ho jaata wahin

Jo bhi ho raaz tera
Mujhko batata nahin
Mil jaaye, kya hi baat thi
Kamil ho jaata wahin

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:12.61] Hm, jaana, tu aata nahin
[00:20.25] Sapnon se jaata nahin
[00:24.58] Mil jaaye, kya hi baat thi
[00:28.73] Kamil ho jaata wahin
[00:33.36] Jaana, mere sawaalon ka manzar tu
[00:37.55] Haan, main sookha sa, saara samandar tu
[00:41.89] Haan, gulabi si surkhi jo dikhti thi
[00:46.02] Phir se dikh jaaye toh jee-bhar ke saah bhar loon
[00:50.36] Kaati kitni thi raatein, nahin soya main
[00:54.67] Tujhko kitna bulaya, phir roya main
[00:58.85] Teri saari wo baatein kyun sone nahin deti
[01:03.46] Sataye mujhe, haan, phir khoya main
[01:07.70] Tu aata nahin
[01:11.17] Sapnon se jaata nahin
[01:15.43] Mil jaaye, kya hi baat thi
[01:19.60] Kamil ho jaata wahin
[01:23.87] Jo bhi ho raaz tera
[01:28.05] Mujhko batata nahin
[01:32.32] Mil jaaye, kya hi baat thi
[01:36.50] Kamil ho jaata wahin
[01:40.40]
[01:58.55] Sambhaal ke rakha wo phool mera tu
[02:02.81] Meri shayari mein zaroor raha tu
[02:07.07] Jo aankhon mein pyaari si duniya basayi
[02:11.41] Wo duniya bhi tha tu, wo lamha bhi tha tu
[02:15.47] Haan, lagte hain mujhko yeh qisse satane
[02:19.98] Deta na dil mera tujhko bhulane
[02:24.09] Adhoore se waade, adhoori si raatein
[02:28.17] Ab hisse me dakhil mere bas wo yaadein
[02:32.50] Rehna tha ban ke humdum tera
[02:36.24] Aise jaana hi tha, phir tu kyun thehra?
[02:40.41] Ab na maane mera dil ke na tere qabil
[02:45.21] Thi ik aarzu ki main kehta raha, par
[02:49.38] Tu aata nahin
[02:52.70] Sapnon se jaata nahin
[02:57.05] Mil jaaye, kya hi baat thi
[03:01.25] Kamil ho jaata wahin
[03:05.45] Jo bhi ho raaz tera
[03:09.75] Mujhko batata nahin
[03:14.08] Mil jaaye, kya hi baat thi
[03:18.22] Kamil ho jaata wahin
[03:22.02]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings