Main Nara A Mastana (Raag.Fm)
๐ต 681 characters
โฑ๏ธ 7:21 duration
๐ ID: 19180006
๐ Lyrics
Main nara-e-mastana, main shouqi- e- rindana
Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana
Main souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoon
Main ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdana
Main tahir-e-lahooti, main johar-e-malkooti
Nasoot ne kab mujh ko is haal mein pehchana
Main sham-e- farozan hoon, main aatish-e-larza hoon
Main sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwana
Kis yaad ka sehera hoon, kis chashm ka darya hoon
Khud toor ka jalwa hoon, hai shakl qalbhana
Main husn-e-mujassim hoon, main gesu-e-barham hoon
Main phool hoon shabnam hoon, main jalwa-e-janana
Main wasif-e-bismil hoon, main ronaq-e-mehfil hoon
Ik toota howa dil hoon, main shehar mein veerana

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[01:00.52] Main nara-e-mastana, main shouqi- e- rindana
[01:17.79] Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana
[02:34.73] Main souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoon
[02:52.35] Main ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdana
[04:02.94] Main tahir-e-lahooti, main johar-e-malkooti
[04:05.08] Nasoot ne kab mujh ko is haal mein pehchana
[04:07.63] Main sham-e- farozan hoon, main aatish-e-larza hoon
[04:08.92] Main sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwana
[04:09.54] Kis yaad ka sehera hoon, kis chashm ka darya hoon
[04:10.50] Khud toor ka jalwa hoon, hai shakl qalbhana
[04:11.18] Main husn-e-mujassim hoon, main gesu-e-barham hoon
[04:25.97] Main phool hoon shabnam hoon, main jalwa-e-janana
[05:29.12] Main wasif-e-bismil hoon, main ronaq-e-mehfil hoon
[05:45.33] Ik toota howa dil hoon, main shehar mein veerana
[07:18.62]