Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Naseeb Men Jiske Jo Likha Tha

๐Ÿ‘ค Ravi โ€ข ๐ŸŽผ Do Badan โ€ข โฑ๏ธ 3:59
๐ŸŽต 1084 characters
โฑ๏ธ 3:59 duration
๐Ÿ†” ID: 20429238

๐Ÿ“œ Lyrics

Naseeb mein jiske jo likhaa tha
Vo teri mahfil mein kaam aayaa
Naseeb mein jiske jo likhaa tha
Vo teri mahfil mein kaam aayaa
Kisi ke hisse mein pyaas aayi
Kisi ke hisse mein jam aayaa
Naseeb mein jiske jo likhaa tha

Main ek fasaanaa hoon bekasi ka
Ye haal hai meri zindagi ka
Main ek fasaanaa hoon bekasi ka
Ye haal hai meri zindagi ka
Ye haal hai meri zindagi ka

Naa husn hee mujko raas aayaa
Naa ishq hee mere kaam aayaa
Naseeb mein jiske jo likhaa tha

Badal gayi teri manzilen bhee
Bichhad gaya main bhee kaaravaan se
Badal gayi teri manzilen bhee
Bichhad gaya main bhee kaaravaan se
Bichhad gaya main bhee kaaravaan se

Teri mohabbat ke raaste mein
Naa jaane ye kya maqaam aayaa
Naseeb mein jiske jo likhaa tha

Tuje bhulane kee koshishen bhee
Tamaam naakaam ho gayi hain
Tuje bhulane kee koshishen bhee
Tamaam naakaam ho gayi hain
Tamaam naakaam ho gayi hain

Kisi ne zikr-a/e-vafaa kiya jab
Zubaan pe tera hee naam aayaa
Naseeb mein jiske jo likhaa tha
Vo teri mahfil mein kaam aayaa
Kisi ke hisse mein pyaas aayi
Kisi ke hisse mein jam aayaa
Naseeb mein jiske jo likhaa tha

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:20.15] Naseeb mein jiske jo likhaa tha
[00:25.25] Vo teri mahfil mein kaam aayaa
[00:29.85] Naseeb mein jiske jo likhaa tha
[00:34.65] Vo teri mahfil mein kaam aayaa
[00:40.08] Kisi ke hisse mein pyaas aayi
[00:44.82] Kisi ke hisse mein jam aayaa
[00:49.62] Naseeb mein jiske jo likhaa tha
[00:54.76]
[01:13.63] Main ek fasaanaa hoon bekasi ka
[01:18.78] Ye haal hai meri zindagi ka
[01:23.33] Main ek fasaanaa hoon bekasi ka
[01:28.40] Ye haal hai meri zindagi ka
[01:32.12] Ye haal hai meri zindagi ka
[01:38.03] Naa husn hee mujko raas aayaa
[01:42.98] Naa ishq hee mere kaam aayaa
[01:47.57] Naseeb mein jiske jo likhaa tha
[01:53.43]
[02:16.65] Badal gayi teri manzilen bhee
[02:21.59] Bichhad gaya main bhee kaaravaan se
[02:26.33] Badal gayi teri manzilen bhee
[02:31.17] Bichhad gaya main bhee kaaravaan se
[02:35.96] Bichhad gaya main bhee kaaravaan se
[02:40.55] Teri mohabbat ke raaste mein
[02:45.43] Naa jaane ye kya maqaam aayaa
[02:50.15] Naseeb mein jiske jo likhaa tha
[02:55.59]
[03:11.74] Tuje bhulane kee koshishen bhee
[03:16.50] Tamaam naakaam ho gayi hain
[03:21.46] Tuje bhulane kee koshishen bhee
[03:26.07] Tamaam naakaam ho gayi hain
[03:30.81] Tamaam naakaam ho gayi hain
[03:35.68] Kisi ne zikr-a/e-vafaa kiya jab
[03:40.45] Zubaan pe tera hee naam aayaa
[03:45.21] Naseeb mein jiske jo likhaa tha
[03:50.03] Vo teri mahfil mein kaam aayaa
[03:54.81] Kisi ke hisse mein pyaas aayi
[03:59.47] Kisi ke hisse mein jam aayaa
[04:04.29] Naseeb mein jiske jo likhaa tha
[04:10.39]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings