Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Roothe ho tu ko

๐Ÿ‘ค Nayyara Noor โ€ข ๐ŸŽผ The Enchanting Nayyara Noor โ€ข โฑ๏ธ 3:54
๐ŸŽต 809 characters
โฑ๏ธ 3:54 duration
๐Ÿ†” ID: 20916790

๐Ÿ“œ Lyrics

Ruthe ho tum, tum ko kaise manaayuun, piya?
Bolo naa, bolo naa
Ruthe ho tum, tum ko kaise manaayuun, piya?
Bolo naa, bolo naa

Seene se lag jaun
Banhon main mar jaun
Kaise tum ko manaayuun?

Ruthe ho tum, tum ko kaise manaayuun, piya?
Bolo naa, bolo naa

Tum bin, piya, jiya meraa naheen lage
Tarase hain, tadpe hain sari raat jage

Maanav ge kaise, piya, ye bataa do
Jal jal ke mar jaun aese na sazaa do

Aansu hain aankhon main
Halchal hai saanson main
Lay bhi lo banhon main

Ruthe ho tum, tum ko kaise manaayuun, piya?
Bolo naa, bolo naa

Dekho, piya, aese to na tadpaao
Jis dil main rahate ho is ko na dikhaao

Kiya main karon, piya, mujhe ye bataa do
Tum ko meree sir kii kasam ab to muskura do

Varna main ro dun gi
Fir na kabhi boluun gi
Apni jaan de dun gi

Tum jo kaho, tum ko mar ke manaayuun, piya

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:16.81] Ruthe ho tum, tum ko kaise manaayuun, piya?
[00:23.09] Bolo naa, bolo naa
[00:28.16] Ruthe ho tum, tum ko kaise manaayuun, piya?
[00:34.24] Bolo naa, bolo naa
[00:39.39] Seene se lag jaun
[00:44.19] Banhon main mar jaun
[00:48.63] Kaise tum ko manaayuun?
[00:52.90] Ruthe ho tum, tum ko kaise manaayuun, piya?
[00:59.16] Bolo naa, bolo naa
[01:04.77]
[01:29.89] Tum bin, piya, jiya meraa naheen lage
[01:34.57] Tarase hain, tadpe hain sari raat jage
[01:43.39] Maanav ge kaise, piya, ye bataa do
[01:47.94] Jal jal ke mar jaun aese na sazaa do
[01:52.40] Aansu hain aankhon main
[01:56.91] Halchal hai saanson main
[02:01.59] Lay bhi lo banhon main
[02:05.91] Ruthe ho tum, tum ko kaise manaayuun, piya?
[02:12.02] Bolo naa, bolo naa
[02:17.66]
[02:41.91] Dekho, piya, aese to na tadpaao
[02:46.53] Jis dil main rahate ho is ko na dikhaao
[02:55.75] Kiya main karon, piya, mujhe ye bataa do
[02:59.90] Tum ko meree sir kii kasam ab to muskura do
[03:04.52] Varna main ro dun gi
[03:09.22] Fir na kabhi boluun gi
[03:13.65] Apni jaan de dun gi
[03:18.50]
[03:25.12] Tum jo kaho, tum ko mar ke manaayuun, piya
[03:31.36]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings