Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Premika Ne Pyar Se

๐Ÿ‘ค S. P. Balasubrahmanyam, S. P. Pallavi, Udit Narayan, A. R. Rahman โ€ข ๐ŸŽผ Humse Hai Muqabala โ€ข โฑ๏ธ 4:50
๐ŸŽต 1497 characters
โฑ๏ธ 4:50 duration
๐Ÿ†” ID: 21132502

๐Ÿ“œ Lyrics

Premika ne pyaar se jo bhi de diya
Tere vaaste hai neelam jaisa
Premika ne pyaar se jo bhi chhoo liya
Tere vaaste hai sone jaisa

Premika ko tirth maano, pyaar ko bhi swarg jaano
Pyaar ke sangeet mein (mm-hmm, mohini, suraagini)
Pyaar ke sangeet mein (mm-hmm, mohini, suraagini)

Sa-ni-sa, sa-re-ga-re-sa-ni, sa-ni-pa-ni, sa-ni-sa
Sa-ga-ma-ma-pa, ma-ga-re-sa
Sa-ni-sa, sa-re-ga-re-ni, sa-ni-pa-ni, sa-ni-sa
Sa-ga-ma, ma-ma-ma-pa, ma-ga-re-sa

Premika ne pyaar se jo bhi likh diya
Mere vaaste hai kaavy ke samaan
Dilruba ne pyaar se jo bhi de diya
Mere vaaste prasaad ke samaan

Phoolmaala, do rupaiyya
Teri zulf mein sajaa phool 100 rupaiyya
Jo mithaayi ek rupaiyya
Tumne munh laga ke mujhko di to laakh rupaiyya

Saajana ne pyaar se chhoo liya jinhe
Vo shool hain phool jaise
Saajana bina bichhe ho sooni sej pe
Vo phool hain shool jaise

Premika ko tirth maano, pyaar ko bhi swarg jaano
Pyaar ke sangeet mein (mm-hmm, mohini, suraagini)
Pyaar ke sangeet mein (mm-hmm, mohini, suraagini)

Pyaar kabhi waqt-baqt dekhta nahi
Har ek waqt hai thik pyaar mein
Pyaar kabhi rang-roop dekhta nahi
Kaaluram bhi hai thik pyaar mein

Prem-jyoti na bhujhegi
Aaj hum-tum kuchh to prem karle
Yahaan maan-apmaan to kuchh bhi nahi
Ye haqeeqat duniya samajhti nahi

Badle ye zameen-aasmaan, par chaahtein nahi badle
Laila-Majnu, pyaar ki vo daastaan gunje in hawaaon mein

Saajan, teri chaahton mein dil mera kho gaya
Teri chaahton mein kho gaya
Saajan, teri chaahton mein dil mera kho gaya
Ye dil tumhara ho gaya

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:50.18] Premika ne pyaar se jo bhi de diya
[00:53.07] Tere vaaste hai neelam jaisa
[00:56.36] Premika ne pyaar se jo bhi chhoo liya
[00:59.14] Tere vaaste hai sone jaisa
[01:02.25] Premika ko tirth maano, pyaar ko bhi swarg jaano
[01:08.81] Pyaar ke sangeet mein (mm-hmm, mohini, suraagini)
[01:15.19] Pyaar ke sangeet mein (mm-hmm, mohini, suraagini)
[01:20.44]
[01:33.34] Sa-ni-sa, sa-re-ga-re-sa-ni, sa-ni-pa-ni, sa-ni-sa
[01:38.09] Sa-ga-ma-ma-pa, ma-ga-re-sa
[01:40.03] Sa-ni-sa, sa-re-ga-re-ni, sa-ni-pa-ni, sa-ni-sa
[01:44.39] Sa-ga-ma, ma-ma-ma-pa, ma-ga-re-sa
[01:46.34]
[02:11.11] Premika ne pyaar se jo bhi likh diya
[02:13.87] Mere vaaste hai kaavy ke samaan
[02:17.46] Dilruba ne pyaar se jo bhi de diya
[02:20.17] Mere vaaste prasaad ke samaan
[02:23.23] Phoolmaala, do rupaiyya
[02:26.45] Teri zulf mein sajaa phool 100 rupaiyya
[02:29.43] Jo mithaayi ek rupaiyya
[02:32.53] Tumne munh laga ke mujhko di to laakh rupaiyya
[02:35.66]
[02:48.55] Saajana ne pyaar se chhoo liya jinhe
[02:51.40] Vo shool hain phool jaise
[02:54.70] Saajana bina bichhe ho sooni sej pe
[02:57.52] Vo phool hain shool jaise
[03:00.63] Premika ko tirth maano, pyaar ko bhi swarg jaano
[03:07.23] Pyaar ke sangeet mein (mm-hmm, mohini, suraagini)
[03:13.50] Pyaar ke sangeet mein (mm-hmm, mohini, suraagini)
[03:19.33]
[03:44.58] Pyaar kabhi waqt-baqt dekhta nahi
[03:47.27] Har ek waqt hai thik pyaar mein
[03:50.86] Pyaar kabhi rang-roop dekhta nahi
[03:53.61] Kaaluram bhi hai thik pyaar mein
[03:56.73] Prem-jyoti na bhujhegi
[03:59.74] Aaj hum-tum kuchh to prem karle
[04:02.96] Yahaan maan-apmaan to kuchh bhi nahi
[04:06.10] Ye haqeeqat duniya samajhti nahi
[04:09.29] Badle ye zameen-aasmaan, par chaahtein nahi badle
[04:15.40] Laila-Majnu, pyaar ki vo daastaan gunje in hawaaon mein
[04:21.69] Saajan, teri chaahton mein dil mera kho gaya
[04:26.36] Teri chaahton mein kho gaya
[04:28.24] Saajan, teri chaahton mein dil mera kho gaya
[04:32.59] Ye dil tumhara ho gaya
[04:34.69]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings