KHAMAKHA
๐ต 794 characters
โฑ๏ธ 4:48 duration
๐ ID: 2118500
๐ Lyrics
Tere bin voh mere hamnava
Hogaya hoon jaise,main lapata
Khushiyan bhi toh hain,mujse khafa
Gham ne le li hain,teri jagah
Khamosh hain Mera jiya
Narazgi darmiya,yaadon mein tum bewaja
Khamakha
Khamakha,bewajah,dil de diya
Bepanah Ishq ne ruswa kia
Tum na rahe raabta
Koi na bacha vaasta
Haasil huyi betabiyan
Khamakha
Raahe teri dhoondu bhi toh kaha
Hoke bhi toh mujhme jese fana
(Oooh ooh) adhura hoon main adhuri hain daastan
Dil pe reh gaye bas dil ke nishaan
Shikwa bhi hain tumse gila
Shikayaton ka silsila
Jaane kyu hain bewajah
Khamakha
Khamakha,bewajah,dil de diya
Bepanah Ishq ne ruswa kia
Hogaye tum yoon riha
Naa hi Raha raasta
Haasil huyi betabiyan
Bewajah (ohh ohh ohh)
Khamakha,bewajah, dil de diya
Bepanah Ishq ne ruswa kia
Tum na rahe, na raabta
Koi bacha na vaasta
Khamakha
Hogaya hoon jaise,main lapata
Khushiyan bhi toh hain,mujse khafa
Gham ne le li hain,teri jagah
Khamosh hain Mera jiya
Narazgi darmiya,yaadon mein tum bewaja
Khamakha
Khamakha,bewajah,dil de diya
Bepanah Ishq ne ruswa kia
Tum na rahe raabta
Koi na bacha vaasta
Haasil huyi betabiyan
Khamakha
Raahe teri dhoondu bhi toh kaha
Hoke bhi toh mujhme jese fana
(Oooh ooh) adhura hoon main adhuri hain daastan
Dil pe reh gaye bas dil ke nishaan
Shikwa bhi hain tumse gila
Shikayaton ka silsila
Jaane kyu hain bewajah
Khamakha
Khamakha,bewajah,dil de diya
Bepanah Ishq ne ruswa kia
Hogaye tum yoon riha
Naa hi Raha raasta
Haasil huyi betabiyan
Bewajah (ohh ohh ohh)
Khamakha,bewajah, dil de diya
Bepanah Ishq ne ruswa kia
Tum na rahe, na raabta
Koi bacha na vaasta
Khamakha