Tera Main Intezaar (Lofi Mix)
๐ต 775 characters
โฑ๏ธ 4:10 duration
๐ ID: 21194338
๐ Lyrics
Bechain kyun main hone laga hoon
Tere liye iss tarah?
Hai ek dil bhi jeene ko kaafi
Kyun chahiye dusra?
Teri har saans ko bata de
Haq inpe hai bas mera
'Gar yeh baat sun raha hai woh khuda
Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha
Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha
Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha
Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha
Sach kaha tha kisi ne, "Ek dafa zindagi mein
Ishq hota hai dil ko, haan, kisi na kisi se"
Yaar, jeete hain aashiq kis tarah door hoke
Kyun kabhi yeh kisi ko na bataya kisi ne?
Ek din tu nazar jhuka ke
Phir raahon ko dekhna
Mere aansoo gire milenga har jagah