Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Farebi

๐Ÿ‘ค Chaar Diwaari โ€ข ๐ŸŽผ Farebi โ€ข โฑ๏ธ 3:54
๐ŸŽต 2659 characters
โฑ๏ธ 3:54 duration
๐Ÿ†” ID: 21499664

๐Ÿ“œ Lyrics

Okay, ready?
Boots and cats and boots and cats and boots and cats
And boots and cats and boots and cats and boots and cats and

Downtown mein lagi aag, sabhi bhaage (bhaage, bhaage, bhaage)
Building se nikle dhuaan ab sab jal gaya
To sabhi bhaage (bhaage, bhaage, bhaage)
Public mein mache haahaakaar, mujrim faraar
Gaya wo kahaan pe, na jaane?
Hai peeche-peeche police mere
Jaldi-jaldi bhaagta main aage, basta bachaake
Uh, jismein chori ka maal, kisi ka dil rakha

Kheenchta hai mujhe tujh tak jaane kaun farishta
Aa gaya main, tere ghar par, dar-ba-darta bhatakta
Mil gayi hai teri bhoori-bhoori dono aankhein aankhon se meri
Ho gaya wo, mujhe jiska dar tha

Laila ko lagta hoon main farebi, haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Laila ko lagta hoon main farebi, haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Tan, tan, tan, ta-ta, tan, tan, ta-ta, tan, tan, tan, tan, ta-ta-ta-ta
Tan, tan, tan, ta-ta, tan, tan, ta-ta, tan, tan, tan, tan, ta-ta-ta-ta
Laila, jaana, bhaag main kabse ghar se, kabse sabse
Main kahoon "tan, tan, tan, ta-ta
Tan, tan, ta-ta, tan, tan, ta-ta-ta-ta"
No, downtown mein lagi aag

Deewaari mera dil le gaya
Apna khanjar maara, seena mera cheel ke gaya (meow)
Meri keel wali heel le gaya
Mujhe laga lagi aag, saala feel le gaya (ah)

Meri gully mein aata-jaata rehta tha
Tu tapri mein ghusa, chhupa chhatri mein rehta
Phenke khat, kare bhak, mujhe Katrina kehta tha
Main fuck bhi na deti thi, tu zakhmi sa baitha tha na dalle

Kheenchta hai nazaron se, faade husn ka parda
Aag ke neeche karke tu dar par sar tha patakta
Dillagi hai, dil ki lagi hai, phatti hai meri
Ho gaya wo, mujhe jiska darr tha

Laila ko lagta hoon main farebi, haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Laila ko lagta hoon main farebi, haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Laila tu na maane, Laila na pahchaane
Laila ko baatein sab, kyon lage bahaane
Laila main farebi, main thag, main apraadhi
Mainne to zindagi ye bhaago-bhaago bita di

Laila main na tera, tu hai na meri
Mujhe bhula dena, main kahin ka nahi
Laila tu abhi hai, phir teri saheli
Main thagta jag ko, mera koi apna hi nahi

Main chaahta nahi hoon tujhe
Meri to mujhse bhi na bane
Main kha gaya teri khushiyaan
Tujhe lage-

Laila ko lagta hoon main (main, main, main)

Main farebi, haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya teri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Laila ko lagta hoon main farebi, haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings