Chura Liya (feat. Reema Das Gupta, Debashish Das Gupta & Cheshire Cat) [Remix]
๐ต 1420 characters
โฑ๏ธ 7:13 duration
๐ ID: 22145169
๐ Lyrics
Chura liya hai tumne jo dil ko
Najar nahin churaana sanam
Badal ke meri tum jindagaani
Kaheen badal naa janaa sanam
Ho le liya dil ho haay mera dil
Haay dil lekar mujko naa bahlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Najar nahin churaana sanam
Badal ke meri tum jindagaani
Kaheen badal naa janaa sanam
Bahaar banake aaun kabhi tumhaari duniyaa mein
Guzar naa jae ye din kaheen isi tamanna mein

Tum mere ho ho tum mere ho
Aaj tum itnaa vaada karte janaa
Chura liya chura liya hai tumne jo dil ko
Najar nahin churaana sanam
Badal ke meri tum jindagaani
Kaheen badal naa janaa sanam
Sajaaungaa lut kar bhee tere badan kee daali ko
Lahu jigar kaa duungaa haseen labon kee laali ko

Hai vafaa kya is jahaan mein
Ek din dikhalaa duungaa main deewaanaa

Kiya jo tumne vaada to ise nibhaana tum
Pukaru jab mein tumko to kaheen na janaa gum

Tum mere ho haa tum mere ho