Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Aarmabh Hai Prachand X Polozehnie

๐Ÿ‘ค Shrylox โ€ข ๐ŸŽผ Shrylox โ€ข โฑ๏ธ 3:22
๐ŸŽต 1565 characters
โฑ๏ธ 3:22 duration
๐Ÿ†” ID: 23467847

๐Ÿ“œ Lyrics

Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
"Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do

Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
"Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do

Man kare so praan de, jo man kare so praan le
Wahi to ek sarv shaktimaan hai
Vishw ki pukaar hai, ye Bhagwat ka saar hai
Ki yuddh hi to veer ka pramaan hai
Kauravon ki bheed ho ya Pandavon ka need ho
Jo lad saka hai woh hi to mahaan hai

Jeet ki hawas nahi, kisi pe koi vash nahi
Kya zindagi hai, thokron pe maar do
Maut ant hai nahi to maut se bhi kyun darein?
Ye jaake aasmaan mein dahaad do

Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
"Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do

Ho daya ka bhaav, ya ki shaurya ka chunaav
Ya ki haar ka wo ghaav, tum ye soch lo
Ho daya ka bhaav, ya ki shaurya ka chunaav
Ya ki haar ka wo ghaav, tum ye soch lo

Ya ki poore bhaal par jala rahe vijay ka laal
Laal ye gulaal, tum ye soch lo
Rang kesari ho, ya mridang kesari ho
Ya ki kesari ho taal, tum ye soch lo

Jis kavi ki kalpana mein zindagi ho prem geet
Us kavi ko aaj tum nakaar do
Bheegti nason mein aaj, phoolti ragon mein aaj
Aag ki lapat ka tum baghaar do

Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
"Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do

Aarambh hai prachand...
Aarambh hai prachand...
Aarambh hai prachand...

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:17.86] Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
[00:22.07] "Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
[00:27.11] Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
[00:31.18] Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do
[00:35.93] Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
[00:40.20] "Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
[00:45.37] Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
[00:49.25] Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do
[00:54.32] Man kare so praan de, jo man kare so praan le
[00:58.50] Wahi to ek sarv shaktimaan hai
[01:03.35] Vishw ki pukaar hai, ye Bhagwat ka saar hai
[01:07.51] Ki yuddh hi to veer ka pramaan hai
[01:12.47] Kauravon ki bheed ho ya Pandavon ka need ho
[01:16.71] Jo lad saka hai woh hi to mahaan hai
[01:21.56] Jeet ki hawas nahi, kisi pe koi vash nahi
[01:25.88] Kya zindagi hai, thokron pe maar do
[01:30.59] Maut ant hai nahi to maut se bhi kyun darein?
[01:34.87] Ye jaake aasmaan mein dahaad do
[01:39.30] Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
[01:43.53] "Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
[01:48.62] Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
[01:52.61] Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do
[01:57.69] Ho daya ka bhaav, ya ki shaurya ka chunaav
[02:01.61] Ya ki haar ka wo ghaav, tum ye soch lo
[02:06.75] Ho daya ka bhaav, ya ki shaurya ka chunaav
[02:10.66] Ya ki haar ka wo ghaav, tum ye soch lo
[02:15.76] Ya ki poore bhaal par jala rahe vijay ka laal
[02:20.25] Laal ye gulaal, tum ye soch lo
[02:24.89] Rang kesari ho, ya mridang kesari ho
[02:28.73] Ya ki kesari ho taal, tum ye soch lo
[02:33.83] Jis kavi ki kalpana mein zindagi ho prem geet
[02:38.44] Us kavi ko aaj tum nakaar do
[02:43.08] Bheegti nason mein aaj, phoolti ragon mein aaj
[02:46.94] Aag ki lapat ka tum baghaar do
[02:51.81] Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
[02:56.22] "Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
[03:01.13] Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
[03:05.09] Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do
[03:09.88] Aarambh hai prachand...
[03:14.45] Aarambh hai prachand...
[03:19.10] Aarambh hai prachand...
[03:21.43]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings