Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Woh Haseen Dard De Do

๐Ÿ‘ค Asha Bhosle โ€ข ๐ŸŽผ Hum Saya โ€ข โฑ๏ธ 4:08
๐ŸŽต 1039 characters
โฑ๏ธ 4:08 duration
๐Ÿ†” ID: 24117308

๐Ÿ“œ Lyrics

Woh haseen dard de do, jise main gale laga lu

Woh nigaah mujhpe daalo, ke main zindagi bana lu

Tumhe tum se maangti hu, zara apna haath de do
Mujhe aaj zindagi ki woh suhaagraat de do
Jise leke kuch na maangu aur maang mein saja lu

Woh haseen dard de do, jise main gale laga lu
Woh nigaah mujhpe daalo, ke main zindagi bana lu
Woh haseen dard de do, jise main gale laga lu

Meri aarzu toh dekho, ho, tumhe saamne bitha kar
Kabhi dil ke paas laakar, kabhi dilruba banaakar
Koyi daastaan sun lu, koyi daastaan suna lu

Woh haseen dard de do, jise main gale laga lu
Woh nigaah mujhpe daalo, ke main zindagi bana lu
Woh haseen dard de do, jise main gale laga lu

Maine pyaar ke alawa kabhi tum se kuch na maanga
Tumhe jaane kya samajhkar, maine har kadam pe chaha
Mera aaj faisala hai tumhe humsafar bana lu

Woh haseen dard de do, jise main gale laga lu
Woh nigaah mujhpe daalo, ke main zindagi bana lu
Woh haseen dard de do, jise main gale laga lu

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings