Departure Lane - Talha Anjum
π΅ 1527 characters
β±οΈ 2:47 duration
π ID: 24439441
π Lyrics
Khushfehmiyan hain, khud se bani hain
Kuch kami hai toh (kuch kami hai toh)
Main bhi yahaan hoon, woh bhi yahin hai
Kya woh nahi hai jo? (woh nahi hai jo)
Kya woh teri-meri be-takallufi?
Ya woh duniya mein sabse sar-kashi
Tu pariyon si kaisi nazneen
Ki dil ne zehan ki na suni
Khuda ne yeh hawayehin tere sang kardi
Tu woh jo be-rang ko bhi rang karti
Tu woh jo mujhe haasil hi nahi
Main karoon tujhe kaise yeh bayaan?
Meri jaan, meri jaan, tu na jaa
Abhi karz hai tujhpe woh waada
Meri jaan, mujhe kya hi pata tha
Rang badle yeh kaise aasmaan
Meri jaan, meri jaan, yoon na jaa
Badlo na tum apna iraada
Meri jaan, mujhe kya hi pata tha
Rang badle yeh kaise aasmaan
Meri saari umar mein tu hi hai kami, baaki sab hai mayassar
Tera na aana mujhe maar dega, tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar
Bikhra hai dil ka yeh daftar, koyi nhi ghar par, jaaunga kidhar tak?
Aadatein nahi chhoot'ti, roz wahin, jahaan se shuru kiya sifar se sifar tak
Duniya mile kaam se bas (mm-mm)
Duniya mere kaam ki nahi (mm-mm)
Main suraj sΠ΅ mukhatib hoke shaam se baitha hoon
Ye humara pΠ΅hla jaam to nahi (jaam to nahi)
Sabar ka imtehaan na le, tu mere sabar ka inaam to nahi
Tu mujhse kuchh chhupa bhi le
Tu mujhe kuchh bata hi nahi
Ab teri marzi, mujhpe kuch tu kar ayaan hi nahi (no, no)

β±οΈ Synced Lyrics
[00:21.16] Khushfehmiyan hain, khud se bani hain
[00:26.55] Kuch kami hai toh (kuch kami hai toh)
[00:31.46] Main bhi yahaan hoon, woh bhi yahin hai
[00:36.32] Kya woh nahi hai jo? (woh nahi hai jo)
[00:40.65] Kya woh teri-meri be-takallufi?
[00:43.23] Ya woh duniya mein sabse sar-kashi
[00:45.82] Tu pariyon si kaisi nazneen
[00:48.34] Ki dil ne zehan ki na suni
[00:50.80] Khuda ne yeh hawayehin tere sang kardi
[00:53.40] Tu woh jo be-rang ko bhi rang karti
[00:55.91] Tu woh jo mujhe haasil hi nahi
[00:58.32] Main karoon tujhe kaise yeh bayaan?
[01:00.83] Meri jaan, meri jaan, tu na jaa
[01:03.39] Abhi karz hai tujhpe woh waada
[01:05.98] Meri jaan, mujhe kya hi pata tha
[01:08.37] Rang badle yeh kaise aasmaan
[01:10.95] Meri jaan, meri jaan, yoon na jaa
[01:13.40] Badlo na tum apna iraada
[01:15.93] Meri jaan, mujhe kya hi pata tha
[01:18.54] Rang badle yeh kaise aasmaan
[01:22.06] Meri saari umar mein tu hi hai kami, baaki sab hai mayassar
[01:25.89] Tera na aana mujhe maar dega, tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar
[01:31.38] Bikhra hai dil ka yeh daftar, koyi nhi ghar par, jaaunga kidhar tak?
[01:36.40] Aadatein nahi chhoot'ti, roz wahin, jahaan se shuru kiya sifar se sifar tak
[01:41.59] Duniya mile kaam se bas (mm-mm)
[01:44.16] Duniya mere kaam ki nahi (mm-mm)
[01:46.44] Main suraj sΠ΅ mukhatib hoke shaam se baitha hoon
[01:48.89] Ye humara pΠ΅hla jaam to nahi (jaam to nahi)
[01:51.39] Sabar ka imtehaan na le, tu mere sabar ka inaam to nahi
[01:55.63] Tu mujhse kuchh chhupa bhi le
[01:56.80] Tu mujhe kuchh bata hi nahi
[01:58.16] Ab teri marzi, mujhpe kuch tu kar ayaan hi nahi (no, no)
[02:01.39] Meri jaan, meri jaan, yoon na jaa
[02:03.97] Abhi karz hai tujhpe woh waada
[02:06.49] Meri jaan, mujhe kya hi pata tha
[02:08.84] Rang badle yeh kaise aasmaan
[02:11.50] Meri jaan, meri jaan, yoon na jaa
[02:14.01] Badlo na tum apna iraada
[02:16.69] Meri jaan, mujhe kya hi pata tha
[02:19.11] Rang badle yeh kaise aasmaan
[02:20.69]