Chain Aapko Mila
๐ต 1318 characters
โฑ๏ธ 6:28 duration
๐ ID: 26179963
๐ Lyrics
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Hosh aapko milaa mujhe to bekhudi mili
Phir bhi pyaar aapse hi kartaa hai dil
Neend aapko mili mujhe to bebasi mili
Neend aapko mili mujhe to bebasi mili
Ho chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Phir bhi pyaar aapse hi kartaa hai dil
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Hasin shabaab dekhtaa hoon
Main sirf khwaab dekhtaa hoon
Hasin shabaab dekhtaa hoon
Main sirf khvaab dekhtaa hoon
Main saari raat jaagti hoon
Duaa milan ki maangti hoon
Main aapse kaise kahoon
Kyaa haal hai dilrubaa
Mahfilen aapko mili mujhe veeraangi mili
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Kiyaa hai aapne deewaana
Magar ye aapne na jaana
Kiyaa hai aapne deevaanaa
Magar ye aapne na jaana
Ye raaz dil mein hi chhupaanaa
Sanam kisi ko na bataana
Main aapkaa saudaai hoon
Darna kisi se hai kyaa
Pyaar aapko milaa mujhe to tishnagi mili
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Kahoon kyaa kaisaa ye asar hai
Mujhe nahin meri khabar hai
Kahoon kyaa kaisaa ye asar hai
Mujhe nahin meri khabar hai
Na poochho baat kyaa huyee hai
Ye doori dard ban gayee hai
Bedard hain betaabiyaan
Khaamosh hai ye zubaan
Husn aapko milaa mujhe to saadgi mili
Neend aapko mili mujhe to bebasi mili
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Phir bhi pyaar aapse hi kartaa hai dil
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Hosh aapko milaa mujhe to bekhudi mili
Phir bhi pyaar aapse hi kartaa hai dil
Neend aapko mili mujhe to bebasi mili
Neend aapko mili mujhe to bebasi mili
Ho chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Phir bhi pyaar aapse hi kartaa hai dil
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Hasin shabaab dekhtaa hoon
Main sirf khwaab dekhtaa hoon
Hasin shabaab dekhtaa hoon
Main sirf khvaab dekhtaa hoon
Main saari raat jaagti hoon
Duaa milan ki maangti hoon
Main aapse kaise kahoon
Kyaa haal hai dilrubaa
Mahfilen aapko mili mujhe veeraangi mili
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Kiyaa hai aapne deewaana
Magar ye aapne na jaana
Kiyaa hai aapne deevaanaa
Magar ye aapne na jaana
Ye raaz dil mein hi chhupaanaa
Sanam kisi ko na bataana
Main aapkaa saudaai hoon
Darna kisi se hai kyaa
Pyaar aapko milaa mujhe to tishnagi mili
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Kahoon kyaa kaisaa ye asar hai
Mujhe nahin meri khabar hai
Kahoon kyaa kaisaa ye asar hai
Mujhe nahin meri khabar hai
Na poochho baat kyaa huyee hai
Ye doori dard ban gayee hai
Bedard hain betaabiyaan
Khaamosh hai ye zubaan
Husn aapko milaa mujhe to saadgi mili
Neend aapko mili mujhe to bebasi mili
Chain aapko milaa mujhe deewaangi mili
Phir bhi pyaar aapse hi kartaa hai dil