Mere Humsafar
๐ต 1015 characters
โฑ๏ธ 6:50 duration
๐ ID: 26620740
๐ Lyrics
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Tera muskurana
Tera sharmana
Nazrein milana
Haan
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Tera yaarana
Baatein banana
Sapne dikhana
Haan
Roop ka ras yunhi peete peete
Bhar to na jayega dil kahi mujh se
Roop ka ras yunhi peete peete
Bhar to na jayega dil kahi mujh se
Jab tak phool khilenge
Phoolon pe hogi shabnam
Tab tak aag milan ki
Ho na paayegi kabhi
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Teri pyari aankhein
Teri meethi baatein
Dil ka to kya kehna
Sare jahaan ki nazron se chupkar
Har ghadi har pal pyar karenge
Sare jahaan ki nazron se chupkar
Har ghadi har pal pyar karenge
Dhund na sakegi
Humko kabhi judai
Sab kuch maine paaya
Jo teri mohabbat paayi
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Tera tadpana
Tera behelana
Tera paas aana
Haan
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Tera muskurana
Tera sharmana
Nazrein milana
Haan
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Tera muskurana
Tera sharmana
Nazrein milana
Haan
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Tera yaarana
Baatein banana
Sapne dikhana
Haan
Roop ka ras yunhi peete peete
Bhar to na jayega dil kahi mujh se
Roop ka ras yunhi peete peete
Bhar to na jayega dil kahi mujh se
Jab tak phool khilenge
Phoolon pe hogi shabnam
Tab tak aag milan ki
Ho na paayegi kabhi
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Teri pyari aankhein
Teri meethi baatein
Dil ka to kya kehna
Sare jahaan ki nazron se chupkar
Har ghadi har pal pyar karenge
Sare jahaan ki nazron se chupkar
Har ghadi har pal pyar karenge
Dhund na sakegi
Humko kabhi judai
Sab kuch maine paaya
Jo teri mohabbat paayi
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Tera tadpana
Tera behelana
Tera paas aana
Haan
Mere humsafar
Haan
Bolo sochkar
Kya
Mujh mein tumko achcha kya laga
Tera muskurana
Tera sharmana
Nazrein milana
Haan