Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Dil Ko Gham-E-Hayat Gawara Hai In Dinon

๐Ÿ‘ค Jagjit Singh โ€ข ๐ŸŽผ Saregama Carvaan โ€ข โฑ๏ธ 3:38
๐ŸŽต 526 characters
โฑ๏ธ 3:38 duration
๐Ÿ†” ID: 27011939

๐Ÿ“œ Lyrics

Dil ko gham-e-hayat gawara hai in dinon
Dil ko gham-e-hayat gawara hai in dinon
Pehle jo dard tha wahi chaara hai in dinon

Yeh dil, zara sa dil teri yaadon mein kho gaya
Yeh dil, zara sa dil teri yaadon mein kho gaya

Zarre ko aandhiyon ka sahara hai in dinon
Dil ko gham-e-hayat gawara hai in dinon

Tum aa sako toh shab ko badha doon kuchh aur bhi
Tum aa sako toh shab ko badha doon kuchh aur bhi

Apne kahe mein subah ka taara hai in dinon
Dil ko gham-e-hayat gawara hai in dinon
Pehle jo dard tha wahi chaara hai in dinon

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:23.36] Dil ko gham-e-hayat gawara hai in dinon
[00:34.52] Dil ko gham-e-hayat gawara hai in dinon
[00:45.79] Pehle jo dard tha wahi chaara hai in dinon
[00:56.38]
[01:20.23] Yeh dil, zara sa dil teri yaadon mein kho gaya
[01:31.55] Yeh dil, zara sa dil teri yaadon mein kho gaya
[01:42.14] Zarre ko aandhiyon ka sahara hai in dinon
[01:53.18] Dil ko gham-e-hayat gawara hai in dinon
[02:04.74]
[02:25.03] Tum aa sako toh shab ko badha doon kuchh aur bhi
[02:36.22] Tum aa sako toh shab ko badha doon kuchh aur bhi
[02:46.94] Apne kahe mein subah ka taara hai in dinon
[02:58.00] Dil ko gham-e-hayat gawara hai in dinon
[03:09.18] Pehle jo dard tha wahi chaara hai in dinon
[03:19.87]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings