Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Dost Bun Kar Bhi Nahin Saath

๐Ÿ‘ค Ghulam Ali โ€ข ๐ŸŽผ Dilkash Ghazlen โ€ข โฑ๏ธ 7:12
๐ŸŽต 1010 characters
โฑ๏ธ 7:12 duration
๐Ÿ†” ID: 27031325

๐Ÿ“œ Lyrics

Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
Wohi andaaz hai zaalim ka, zamaane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala


Kya kahen, kitne maraasim thay hamaare us se


Kya kahen, kitne maraasim thay hamaare us se
Woh jo aik shakhs hai munh pher ke jaane wala
Woh jo aik shakhs hai munh pher ke jaane wala
Wohi andaaz hai zaalim ka, zamaane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala


Main ne dekha hai bahaaron mein chaman ko jalte
Main ne dekha hai bahaaron mein chaman ko jalte
Main ne dekha hai bahaaron mein chaman ko jalte
Hai koi khwaab ki taabeer bataane wala?
Wohi andaaz hai...
Wohi andaaz hai zaalim ka, zamaane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala


Tum takalluf ko bhi ikhlaas samajhte ho Faraz
Tum, tum, tum...
Tum takalluf ko bhi ikhlaas samajhte ho Faraz
Dost hota nahi har haath milaane wala
Dost hota nahi har haath milaane wala
Wohi andaaz hai...
Wohi andaaz hai zaalim ka, zamaane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:34.51] Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
[00:49.57] Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
[01:03.42] Wohi andaaz hai zaalim ka, zamaane wala
[01:16.83] Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
[01:30.71]

[01:43.35] Kya kahen, kitne maraasim thay hamaare us se
[01:59.64]

[02:13.57] Kya kahen, kitne maraasim thay hamaare us se
[02:26.67] Woh jo aik shakhs hai munh pher ke jaane wala
[02:39.69] Woh jo aik shakhs hai munh pher ke jaane wala
[02:52.48] Wohi andaaz hai zaalim ka, zamaane wala
[03:05.23] Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
[03:17.26]

[03:30.82] Main ne dekha hai bahaaron mein chaman ko jalte
[03:47.08] Main ne dekha hai bahaaron mein chaman ko jalte
[04:09.39] Main ne dekha hai bahaaron mein chaman ko jalte
[04:22.41] Hai koi khwaab ki taabeer bataane wala?
[04:35.50] Wohi andaaz hai...
[04:39.07] Wohi andaaz hai zaalim ka, zamaane wala
[04:51.54] Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
[05:05.39]

[05:16.96] Tum takalluf ko bhi ikhlaas samajhte ho Faraz
[05:32.62] Tum, tum, tum...
[05:53.26] Tum takalluf ko bhi ikhlaas samajhte ho Faraz
[06:06.56] Dost hota nahi har haath milaane wala
[06:19.68] Dost hota nahi har haath milaane wala
[06:32.48] Wohi andaaz hai...
[06:36.47] Wohi andaaz hai zaalim ka, zamaane wala
[06:48.58] Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane wala
[07:02.16]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings