Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Dukhi Man Mere (From "Funtoosh")

๐Ÿ‘ค Kishore Kumar โ€ข ๐ŸŽผ Dev Anand Special โ€ข โฑ๏ธ 3:07
๐ŸŽต 751 characters
โฑ๏ธ 3:07 duration
๐Ÿ†” ID: 27354134

๐Ÿ“œ Lyrics

Dukhi man mere, sun mera kehna
Jahaan nahin chaina, wahaan nahin rehna
Dukhi man mere...

Dard hamaara koyi na jaane
Apni garaj ke sab hain deewaane
Kiske aage rona royein?
Des paraaya, log begaane

Dukhi man mere, sun mera kehna
Jahaan nahin chaina, wahaan nahin rehna
Dukhi man mere...

Laakh yahaan jholi phaila le
Kuch nahin denge is jag waale
Patthar ke dil mom na honge
Chaahe jitna neer bahaa le

Dukhi man mere, sun mera kehna
Jahaan nahin chaina, wahaan nahin rehna
Dukhi man mere...

Apne liye kab hain ye mele?
Ham hain har ek mele mein akele
Kya paayega usmein reh kar
Jo duniya jeevan se khele?
Kya paayega usmein reh kar
Jo duniya jeevan se khele?

Dukhi man mere, sun mera kehna
Jahaan nahin chaina, wahaan nahin rehna
Dukhi man mere...

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:10.10] Dukhi man mere, sun mera kehna
[00:16.13] Jahaan nahin chaina, wahaan nahin rehna
[00:22.23] Dukhi man mere...
[00:36.86] Dard hamaara koyi na jaane
[00:42.52] Apni garaj ke sab hain deewaane
[00:48.26] Kiske aage rona royein?
[00:54.00] Des paraaya, log begaane
[00:59.59] Dukhi man mere, sun mera kehna
[01:05.55] Jahaan nahin chaina, wahaan nahin rehna
[01:11.49] Dukhi man mere...
[01:26.10] Laakh yahaan jholi phaila le
[01:32.06] Kuch nahin denge is jag waale
[01:38.15] Patthar ke dil mom na honge
[01:43.84] Chaahe jitna neer bahaa le
[01:49.14] Dukhi man mere, sun mera kehna
[01:55.24] Jahaan nahin chaina, wahaan nahin rehna
[02:01.38] Dukhi man mere...
[02:15.84] Apne liye kab hain ye mele?
[02:21.72] Ham hain har ek mele mein akele
[02:27.48] Kya paayega usmein reh kar
[02:33.33] Jo duniya jeevan se khele?
[02:38.93] Kya paayega usmein reh kar
[02:44.74] Jo duniya jeevan se khele?
[02:50.37] Dukhi man mere, sun mera kehna
[02:55.88] Jahaan nahin chaina, wahaan nahin rehna
[03:02.10] Dukhi man mere...
[03:05.28]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings