Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Chaand Taaray

๐Ÿ‘ค Kaavish โ€ข ๐ŸŽผ Gunkali โ€ข โฑ๏ธ 3:41
๐ŸŽต 777 characters
โฑ๏ธ 3:41 duration
๐Ÿ†” ID: 27959454

๐Ÿ“œ Lyrics

Dekho ye chaand taaray
Kehte hain ye bhi saaray

Mai kahin bhi jaa basonga
Mai rahunga sang tumhare
Dil mai jou pyaar hai wou
Tere hi liay hai

Dekho ye chaand taaray
Kehte hain ye bhi saaray

Meri ye raatien kese kaatin
Tere khayalon say ye basin

Ab tu man jaa re
Mujhko na yun sata re
Dil ne ye keh dia hai
Rehna hai saang tumhare
Dil mai jou pyar hai wou
Tere hi liay hai

Dekho ye chaand taaray
Kehte hain ye bhi saaray

Baatien teri, ye yaadien teri
Chehre sajalena, de khushi

Ab tu aa bhi jaa re
Dil mera ye pukare
Wou kahin bhi jaa basega
Rahega saang tumahre
Meri jou ye wafa hai
Tere hi liay hai
Dekho ye

Dekho ye chaand taaray
Dekho ye chaand taaray
Dekho ye chaand taaray
Dekho ye chaand taaray
Dekho ye chaand taaray
Dekho ye chaand taaray
Dekho ye chaand taaray

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings