Aaina
๐ต 595 characters
โฑ๏ธ 3:12 duration
๐ ID: 28206206
๐ Lyrics
Hai ye aur baat ke saamne
Mere aaina raha umr bhar
Hai ye aur baat ke saamne
Mere aaina raha umr bhar
Mujhe main
Mujhe main nazar nahi aa sakaa
Tujhe Dekhta Raha Umr Bhar
Hai ye aur baat ke saamne
Mere aaina raha umr bhar
Na toh Rehnuma na toh kaafila
Na toh humsafar na toh humnavaa'n
Na toh Rehnuma na toh kaafila
Na toh humsafar na toh humnavaa'n
Koi Saath hayee
Koi saath mere raha agar
Toh woh haunsla Raha Umr bhar
Koi saath mere raha agar
Toh woh haunsla Raha Umr bhar
Mujhe main
Mujhe main nazar nahi aa saka
Tuje dekhta raha umr bhar
Hai ye aur baat ke saamne
Mere aaina raha umr bhar
Mere aaina raha umr bhar
Hai ye aur baat ke saamne
Mere aaina raha umr bhar
Mujhe main
Mujhe main nazar nahi aa sakaa
Tujhe Dekhta Raha Umr Bhar
Hai ye aur baat ke saamne
Mere aaina raha umr bhar
Na toh Rehnuma na toh kaafila
Na toh humsafar na toh humnavaa'n
Na toh Rehnuma na toh kaafila
Na toh humsafar na toh humnavaa'n
Koi Saath hayee
Koi saath mere raha agar
Toh woh haunsla Raha Umr bhar
Koi saath mere raha agar
Toh woh haunsla Raha Umr bhar
Mujhe main
Mujhe main nazar nahi aa saka
Tuje dekhta raha umr bhar
Hai ye aur baat ke saamne
Mere aaina raha umr bhar