Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Wo Jaanta Hai

๐Ÿ‘ค Shafqat Amanat Ali โ€ข ๐ŸŽผ Kyun Dooriyan โ€ข โฑ๏ธ 5:59
๐ŸŽต 932 characters
โฑ๏ธ 5:59 duration
๐Ÿ†” ID: 29161934

๐Ÿ“œ Lyrics

woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar
socha na kabhi man mein
laaye na kabhi lab pe
kab mangenge hum rab se
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar
socha na kabhi man mein
laaye na kabhi lab pe
kab mangenge hum rab se
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar

ye na samajhna bach jayega
Insaan ka tu dil dukha ke
Insaan ko insaan se lada ke
nafratein unme jagaa ke
rehna tu bhi taiyar
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar

mandir masjid
ya girija ho
kuchh ho tera pehnawa
gar becha mazhab ko tune
karke koi bhi dikhawa
chhupna hai tera bekaar
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar

Aaaa...
Woh jaanta haii...
sun le zaraa
e insaan
khamosh hai rab to rehne de
o murakh
na aazma
rehne de rehne de
gar hans diya
rab hans diya
phir na bachegi koi bhi jaa
na yeh zameen
na aasma
koi na dega phir to jagah
ke har jagah
ke har disha
ke har jagah
ke har disha
woh jaanta hai mere yaar

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings