Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Beeti Nahin Raat Sanam

๐Ÿ‘ค Geeta Dutt, Mukesh โ€ข ๐ŸŽผ Hum Matwale Naujawan (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 3:27
๐ŸŽต 1246 characters
โฑ๏ธ 3:27 duration
๐Ÿ†” ID: 29205479

๐Ÿ“œ Lyrics

Beete nahin raat, sanam, karo koi baat, sanam
Duniya soye, humein neend lage na
Beete nahin raat, sanam, karo koi baat, sanam
Duniya soye, humein neend lage na
Mile bhi to door se hum, koi dekhe yeh sitam
Main to jaagoon, meri taqdeer jaage na

Maano sanam, kategi yeh raat nahin
Jo hum hi saath nahin
Maano sanam, kategi yeh raat nahin
Jo hum hi saath nahin
Kya hua jo tera-mera saath nahin
Yeh koi baat nahin

Na bano ji, diye dete hain gawahi tere naina
Beete nahin raat, sanam, karo koi baat, sanam
Duniya soye, humein neend lage na

Khidki khuli, chanda nazar aa hi gaya
Mujhe tadpa hi gaya
Khidki khuli, chanda nazar aa hi gaya
Mujhe tadpa hi gaya
Naam tera zubaan pe lehra hi gaya
Lab tak aa hi gaya

Jo labon pe hai, woh keh de, jo hai dil mein woh na kehna
Mile bhi to door se hum, koi dekhe yeh sitam
Main to jaagoon, meri taqdeer jaage na

Raat dhali chandniyaan zard bhi hai
Yeh hawa sard bhi hai
Raat dhali chandniyaan zard bhi hai
Yeh hawa sard bhi hai
Haan, re piya, hawa zara sard bhi hai
Dil mein kuch dard bhi hai

Na kaha tha, meri jaan, humse kabhi door na rehna
Beete nahin raat, sanam, karo koi baat, sanam
Duniya soye, humein neend lage na
Mile bhi to door se hum, koi dekhe yeh sitam
Main to jaagoon, meri taqdeer jaage na

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:10.55] Beete nahin raat, sanam, karo koi baat, sanam
[00:15.80] Duniya soye, humein neend lage na
[00:20.30] Beete nahin raat, sanam, karo koi baat, sanam
[00:25.65] Duniya soye, humein neend lage na
[00:30.25] Mile bhi to door se hum, koi dekhe yeh sitam
[00:35.62] Main to jaagoon, meri taqdeer jaage na
[00:40.05]
[00:50.23] Maano sanam, kategi yeh raat nahin
[00:54.66] Jo hum hi saath nahin
[01:00.45] Maano sanam, kategi yeh raat nahin
[01:04.35] Jo hum hi saath nahin
[01:07.91] Kya hua jo tera-mera saath nahin
[01:11.87] Yeh koi baat nahin
[01:14.40] Na bano ji, diye dete hain gawahi tere naina
[01:20.20] Beete nahin raat, sanam, karo koi baat, sanam
[01:25.37] Duniya soye, humein neend lage na
[01:29.76]
[01:44.79] Khidki khuli, chanda nazar aa hi gaya
[01:48.68] Mujhe tadpa hi gaya
[01:54.42] Khidki khuli, chanda nazar aa hi gaya
[01:58.32] Mujhe tadpa hi gaya
[02:01.58] Naam tera zubaan pe lehra hi gaya
[02:05.77] Lab tak aa hi gaya
[02:08.54] Jo labon pe hai, woh keh de, jo hai dil mein woh na kehna
[02:14.07] Mile bhi to door se hum, koi dekhe yeh sitam
[02:19.31] Main to jaagoon, meri taqdeer jaage na
[02:23.56]
[02:38.86] Raat dhali chandniyaan zard bhi hai
[02:42.89] Yeh hawa sard bhi hai
[02:48.47] Raat dhali chandniyaan zard bhi hai
[02:52.55] Yeh hawa sard bhi hai
[02:55.83] Haan, re piya, hawa zara sard bhi hai
[03:00.04] Dil mein kuch dard bhi hai
[03:02.51] Na kaha tha, meri jaan, humse kabhi door na rehna
[03:08.58] Beete nahin raat, sanam, karo koi baat, sanam
[03:13.35] Duniya soye, humein neend lage na
[03:17.70] Mile bhi to door se hum, koi dekhe yeh sitam
[03:22.94] Main to jaagoon, meri taqdeer jaage na
[03:26.58]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings