Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Janay Tu

๐Ÿ‘ค AAG โ€ข ๐ŸŽผ AAG โ€ข โฑ๏ธ 4:52
๐ŸŽต 1036 characters
โฑ๏ธ 4:52 duration
๐Ÿ†” ID: 29678798

๐Ÿ“œ Lyrics

Aaj tham gaya hay ye sama
Tham gayi hasee meri
Aur kho gaye hain woh nishaan
Tham gaye qadam mere

Bhoolein ge na
Woh din kabhi mujhe
Aur woh khiza
Mera jahaan

Chuna, jo tere liye, na jaane kyun, gum sa gaya
Meri jaan, ye imtehaan, ban sa gaya
Bas janay tu janoon mein ye sazaa

Aaj beetay huey lamhon ke, khayaloun mein, sawal hain
Aaj tootay huay waadon ke, saharon mein, zawal hay

Bhoolein ge na
Woh din kabhi mujhe
Aur woh khiza
Mera jahaan

Chuna, jo tere liye, na jaane kyun, gum sa gaya
Meri jaan, ye imtehaan, ban sa gaya
Bas janay tu janoon mein ye sazaa

Kaash koi pal aisa ho
Ke jhoomein aasmaan mein
Taare ban ke woh lamhay
Par jhoot hay ye samaa jo

Chuna, tere liye, na jaane kyun, gum sa gaya
Meri jaan, ye imtehaan, ban sa gaya
Bas janay tu janoon mein ye sazaa

Na na na na, na na na na
Na na na na na na na na na na

Na na na na, na na na na
Na na na na na na na

Chuna, jo tere liye, na jaane kyun, gum sa gaya
Meri jaan, ye imtehaan, ban sa gaya
Bas janay tu janoon mein ye sazaa

Bas janay tu janoon mein ye sazaa

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings