Thahar Thodi Der
๐ต 385 characters
โฑ๏ธ 7:00 duration
๐ ID: 29762985
๐ Lyrics
Thaher thodi Der toh aye jaan-e-maikhana zara
Pee toh loon do chaar main bhi jaam-e-rindana Zara
Yeh tera zulfe pareshaan bhi sawarunga abhi
Dum toh lene de mujhe aye shaam-e-maikhana zara
Phir Kabhi agar hosh mein aun toh kaafir kahen mujhe
Keh Ke mujh ko dekh toh ek baar diwana zara
Shaayer-e-Irfan bhi hai rind-e-mai kausar bhi hai
Kuch toh suye-e-tarz bhi kaasaan-e-maikhana Zara.