Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Data Ek Ram

๐Ÿ‘ค Hari Om Sharan โ€ข ๐ŸŽผ Premanjali Pushpanjali โ€ข โฑ๏ธ 4:13
๐ŸŽต 1187 characters
โฑ๏ธ 4:13 duration
๐Ÿ†” ID: 31991911

๐Ÿ“œ Lyrics

Daata ek Ram
Daata ek Ram
Daata ek Ram

Daata ek Ram, bhikhari saari duniya
Daata ek Ram, bhikhari saari duniya
Ram ek devta, pujari saari duniya
Pujari saari duniya

Daata ek Ram, bhikhari saari duniya
Daata ek Ram, bhikhari saari duniya
Daata ek Ram

Dwaare pe uske jaake koyi bhi pukaarta
Dwaare pe uske jaake koyi bhi pukaarta
Param kripa de, apni bhav se ubaarta
Param kripa de, apni bhav se ubaarta

Aise Deenanath pe...
Aise Deenanath pe balihaari saari duniya
Balihaari saari duniya

Daata ek Ram, bhikhari saari duniya
Daata ek Ram

Do din ka jeevan, praani, kar le vichaar tu
Kar le vichaar tu
Pyaare prabhu ko apne mann mein nihaar tu
Pyaare prabhu ko apne mann mein nihaar tu
Mann mein nihaar tu

Bina Hari naam ke...
Bina Hari naam ke dukhiyari saari duniya
Dukhiyari saari duniya

Daata ek Ram, bhikhari saari duniya
Daata ek Ram

Naam ka prakash jab andar jagayega
Naam ka prakash jab andar jagayega
Pyaare shri Ram ka tu darshan paayega
Pyaare shri Ram ka tu darshan paayega

Jyoti se jiski hai...
Jyoti se jiski hai ujyaari saari duniya
Ujyaari saari duniya

Daata ek Ram, bhikhari saari duniya
Daata ek Ram, bhikhari saari duniya

Daata ek Ram
Daata ek Ram
Daata ek Ra-

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings