Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Ishqaun Dhishqyaun

๐Ÿ‘ค Aditya Narayan โ€ข ๐ŸŽผ Goliyon Ki Raasleela Ram-Leela (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 4:51
๐ŸŽต 1339 characters
โฑ๏ธ 4:51 duration
๐Ÿ†” ID: 3226519

๐Ÿ“œ Lyrics

Dil ki ye goli chali
Naino ki bandook se
Bomb bhi girenge ab
Pyar ki sandook se

Dil ki ye goli chali
Naino ki bandook se
Bomb bhi girenge ab
Pyar ki sandook se

Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun.
Yahaan Ishqyaun, Re wahaan dhishkyaun
Yahaan Ishqyaun, Re wahaan dhishkyaun

Kamar dhaal hai
Nain kamaan hai
Teer si naak teri
Bhaale si zubaan hai

Kamar dhaal hai
Nain kamaan hai
Teer si naak teri
Bhaale si zubaan hai
Ho ya to nazrein ladaaun
Ya main khud mar jaaun
Ya to nazrein ladaaun
Ya main khud mar jaaun

Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun, re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun, re wahaan dhishqyaun

Ladaaku vimaan hai
Par tu meri jaan hai
Bistar ye tera mera
Arey jung ka maidaan hai
Ladaaku vimaan hai
Par tu meri jaan hai
Bistar ye tera mera
Arey jung ka maidaan hai

Jo tu trigger dabaye
To main chumme chalaaun
Jo tu trigger dabaye
To main chumme chalaaun

Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun

Dil ki ye goli chali
Naino ki bandook se
Bomb bhi girenge ab
Pyar ki sandook se Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun

Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings