Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Shauq Har Rang

๐Ÿ‘ค Mohammed Rafi โ€ข ๐ŸŽผ The Golden Collection โ€ข โฑ๏ธ 3:18
๐ŸŽต 723 characters
โฑ๏ธ 3:18 duration
๐Ÿ†” ID: 32392558

๐Ÿ“œ Lyrics

Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara
Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara
Meri fikr-e-bekaraan ne do jahaan ko chhaan maara
Gham-e-zindagi ka, ya rab

Meri aarzu ko bakhshi teri har nazar ne rafwat
Meri aarzu ko bakhshi teri har nazar ne rafwat
Usse bekaraan karega mere shauq ka sharara
Usse bekaraan karega

Main kabhi rawaan-dawaan tha kahin dasht-e-bekhudi mein
Main kabhi rawaan-dawaan tha kahin dasht-e-bekhudi mein
Kisi duur ki sada ne mujhe pyaar se pukaara
Kisi duur ki sada ne

Mera zarf ye ke lekar gham-e-bekaraan main chup hoon
Mera zarf ye ke lekar gham-e-bekaraan main chup hoon
Na sukhan se raaz paida, na jabeen se aashkaara
Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara
Gham-e-zindagi

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:13.34] Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara
[00:24.18] Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara
[00:34.98] Meri fikr-e-bekaraan ne do jahaan ko chhaan maara
[00:45.66] Gham-e-zindagi ka, ya rab
[00:51.12]
[00:59.10] Meri aarzu ko bakhshi teri har nazar ne rafwat
[01:09.53] Meri aarzu ko bakhshi teri har nazar ne rafwat
[01:20.08] Usse bekaraan karega mere shauq ka sharara
[01:30.47] Usse bekaraan karega
[01:35.84]
[01:43.55] Main kabhi rawaan-dawaan tha kahin dasht-e-bekhudi mein
[01:54.13] Main kabhi rawaan-dawaan tha kahin dasht-e-bekhudi mein
[02:04.45] Kisi duur ki sada ne mujhe pyaar se pukaara
[02:14.94] Kisi duur ki sada ne
[02:20.13]
[02:27.90] Mera zarf ye ke lekar gham-e-bekaraan main chup hoon
[02:38.47] Mera zarf ye ke lekar gham-e-bekaraan main chup hoon
[02:48.78] Na sukhan se raaz paida, na jabeen se aashkaara
[02:58.81] Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara
[03:08.98] Gham-e-zindagi
[03:15.46]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings