In Fizaon Se Aagay
๐ต 753 characters
โฑ๏ธ 6:54 duration
๐ ID: 3329186
๐ Lyrics
In Fizaon Se Aage...
Aasmanon Se Aage...
Kehkashaon Se Aage...
Hum Ko Jana Hai Kahin...
Neel'goon Aasmaan...
Surmai Badliyaan...
Bazou'n Mein Bhari Shauq Ki Bijliyan...
In Fizaon Mein Yeh Kaisa Ehsaas Hai.
Main Tere Paas Hoon Tu Mere Paas Hai
Ye Hawa Ka Safar.
Har Taraf Hay Nazar...
Door Ki Paas Ki...
Mujh Ko Hai Sub Khabar...
In Fizaon Mein Yeh Kaisa Ehsaas Hai.
Main Tere Paas Hoon Tu Mere Paas Hai
Khud Hi Murti Hui Shokh Pakdandiyan
Geet Gaati Hoi Yeh Haseen Naddiyan
Paniyon Mein Leher Kapkapaye Kahin
Jungaloon Mein Hawa Sarsaraaye Kahin
Raah Jaaye Kahin, Dil Bulaaye Kahin
In Fizaon Mein Yeh Kaisa Ehsaas Hai.
Main Tere Paas Hoon Tu Mere Paas Hai.
In Fizaon Se Aagay
Aasmanon Se Aagay...
Chaand Taaron Se Aagay...
Saari Raahon Se Aagay...
Aasmanon Se Aage...
Kehkashaon Se Aage...
Hum Ko Jana Hai Kahin...
Neel'goon Aasmaan...
Surmai Badliyaan...
Bazou'n Mein Bhari Shauq Ki Bijliyan...
In Fizaon Mein Yeh Kaisa Ehsaas Hai.
Main Tere Paas Hoon Tu Mere Paas Hai
Ye Hawa Ka Safar.
Har Taraf Hay Nazar...
Door Ki Paas Ki...
Mujh Ko Hai Sub Khabar...
In Fizaon Mein Yeh Kaisa Ehsaas Hai.
Main Tere Paas Hoon Tu Mere Paas Hai
Khud Hi Murti Hui Shokh Pakdandiyan
Geet Gaati Hoi Yeh Haseen Naddiyan
Paniyon Mein Leher Kapkapaye Kahin
Jungaloon Mein Hawa Sarsaraaye Kahin
Raah Jaaye Kahin, Dil Bulaaye Kahin
In Fizaon Mein Yeh Kaisa Ehsaas Hai.
Main Tere Paas Hoon Tu Mere Paas Hai.
In Fizaon Se Aagay
Aasmanon Se Aagay...
Chaand Taaron Se Aagay...
Saari Raahon Se Aagay...