Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Yad Karna

๐Ÿ‘ค Vital Signs โ€ข ๐ŸŽผ Vital Signs โ€ข โฑ๏ธ 5:05
๐ŸŽต 725 characters
โฑ๏ธ 5:05 duration
๐Ÿ†” ID: 3340363

๐Ÿ“œ Lyrics

Mar bhi jaoon tau mat rona
Beeti huee baaton ko
Jagi hui raaton ko
Yaad karna
Yaad karna aur jee lena

Tum meray naam ko
Kabhi apney naam se
Bicharney na dena
Meray qadmoon ki chaap
Ghar ke darwazay se
Nikalney na dena
Mujhe marne na dena
Apni palkain tum na bhigona
Mat rona
Beeti hui baaton ko
Jagi hui raaton ko
Yaad karna
Yaad karna aur jee lena

Main apni awaaz
Aur apney saaray geet
Tumhain day jaoon ga
Meri sab cheezon ko
Yoonhi rehnay dena
Jaise shaam hote hi
Main laut ke aaon ga
Mujhe kho kar bhi
Kabhi na khona
Mat rona
Beeti hui baaton ko
Jagi hui raaton ko
Yaad karna
Yaad karna aur jee lena
Mar bhi jaoon tau mat rona
Beeti hui baaton ko
Jagi hui raaton ko
Yaad karnaaa... aaaaaa.aaaaaaaa.aaa
Jee lena
Mat rona

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings