Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Taara Jala

๐Ÿ‘ค Junoon โ€ข ๐ŸŽผ Dewaar: the Best of Junoon โ€ข โฑ๏ธ 7:02
๐ŸŽต 987 characters
โฑ๏ธ 7:02 duration
๐Ÿ†” ID: 3343994

๐Ÿ“œ Lyrics

In lamhoon keh peechay
Koi to hai lamha aisa bhi
Jo begana bhi hai, apna bhi.

Jahan tehray yeh lamha
Waheen seh to agay jana hai
Jisay soocha hai usko pana hai

Jaaon main
Jakey pal se agay jaaon
Jaaon main
Agay jakey usko paaon jaaon
Agay hi jaaon main

Tara tara jala
Jala kehkashan ki tarha
Teray wastay main
Tara tara jala
Jala kehkashan ki tarha

Jahan manzil hai meri
Kabhi to woh duniya dekhoon ga
Mujhe kaisey hai jeena dekhoon ga

Kabhi dekhoon ga jake
Chura keh main peecha kamoon seh
Kabhi nikloonga subhoon shamoon seh

Jaaon main
Jakey pal se agay jaaon
Jaaon main
Agay jakey usko paaon jaaon
Agay hi jaaon main

Tara tara jala
Jala kehkashan ki tarha
Teray wastay main
Tara tara jala
Jala kehkashan ki tarha

Teray saath
Nahin.
Ghum ki tarha yeh
Ghum nahin

Teri muhabat kam nahinnn

Main tara tara jala
Jala kehkashan ki tarha
Teray wastay main
Tara tara jala
Jala kehkashan ki tarha

In lamhoon keh peechay
Koi to lamha aisay bhi
Jo begana bhi hai
Apnaaaaaaaa bhiii eeee

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings