Wo Humsafar Tha (From "Humsafar")
๐ต 1123 characters
โฑ๏ธ 6:24 duration
๐ ID: 3429130
๐ Lyrics
Tarq-e-taaluqaat pe
Roya na tu, na main
Lekin yeh kya ke chain se soya na tu, na main
Woh humsafar tha... Haan
Woh humsafar tha... Haan
Woh humsafar thaa magar us sey humnawai na thi

Kay dhoop chaaon ka
Kay dhoop chaaon ka aalam raha
Judai na thi

Woh humsafar tha
Woh humsafar tha
Adaavatein theen, Taghaaful thaa, Ranjishein theen Magar

Bicharne walay main sab kuch thaa
Bewafai na thi
Bicharne walay main sab kuch thaa
Bewafai na thi
Kay dhoop chaaon ka
Kay dhoop chaaon ka aalam raha
Judai na thi
Woh humsafar tha
Woh humsafar tha
Kaajal daaro
Kurkura Surma Saha na jaaye
Jin Nain mein pee bassay
Dooja kon samaaye
Bicharte waqt un ankhon mein thi hamari ghazal

Ghazal bhi wo jo kisi ko kabhi sunai na thi