Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Beparwah

๐Ÿ‘ค Khalid Ahamed โ€ข ๐ŸŽผ Vodka Diaries (Original Motion Picture Soundtrack) - EP โ€ข โฑ๏ธ 5:44
๐ŸŽต 617 characters
โฑ๏ธ 5:44 duration
๐Ÿ†” ID: 4083190

๐Ÿ“œ Lyrics

Kar saki ye shaam kya hai
Kar saka ye jaam kya
Roz roz phir raha kyun
Tu beparwah

Hoo o.

Shor-o-gul bhara zamana
Naam ka hai sab yahaan
Kya tu le ke aaya aur
Kya lega jaan

Ho ho ye tifl-e-baargah
Na ho yahi aakhri payaam

Naznien, mehjabien
Ye baat dil mein sulagti kyun
Husn ko hai gumaan yahaan

Ye mizaaj, bayaan,
Naar-e-azaab hai kya
Mehjabien, haseen,
Tareen, khumaar kya

Ye fitoor, nasoor,
Naaz is pe kyun hai yaar
Ho zaheen ye baat,
Ye raat, mazaar yaar

Ho ho ye tifl-e-baargah
Ata ho ise sabka payaam

Naznien, mehjabien
Ye baat dil mein sulagti kyun
Husn ko hai gumaan yahaan

O ho ho. ho.

O ho ho. ho.

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings