Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Pyaar Ki Duniya

๐Ÿ‘ค Lucky Ali โ€ข ๐ŸŽผ Aks โ€ข โฑ๏ธ 4:48
๐ŸŽต 1059 characters
โฑ๏ธ 4:48 duration
๐Ÿ†” ID: 4443080

๐Ÿ“œ Lyrics

Jahaan hai meri pyaar ki duniya
Woh thandi chaaon ki duniya
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan
Aankhon mein chal ke aayi teri yaad re
O mitwaa pyaar tera bhool ke main jaaoonga kahan
Chamakti ghataaon mein tera aashiyaana hai
Tujhe pesh yeh mera dil nazraana hai
Tamannaein meri rehti hai wahan
Turatiyaan chalti hai wahan
Payaliyaan bajti hai wahan

Hariyaali hai muskaai mere desh mein
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein naachoon main wahan

Inhi parbaton mein woh tumhari sadaayein hain
Khayalon mein teri machalti adaayein hain

Suhaana hai ye apnan silsila
Ab dil se dil mila, na tum se hai gila yeh afsaana

Hmm... O saathi dil ko samjhaana
Bholi bhali mitti ka ye dil hai deewana
Har dil to azaad watan ke pyaar ka parwana

Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya
Jahaan hai meri pyaar ki duniya
Woh thandi chaaon ki duniya
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan
Aankhon mein chalke aayi teri yaad re
O mitwa pyaar tera bhool ke main jaaoongaa kahan

Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:50.76] Jahaan hai meri pyaar ki duniya
[00:54.30] Woh thandi chaaon ki duniya
[00:56.57] Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan
[01:00.43] Aankhon mein chal ke aayi teri yaad re
[01:09.10] O mitwaa pyaar tera bhool ke main jaaoonga kahan
[01:18.98] Chamakti ghataaon mein tera aashiyaana hai
[01:31.45] Tujhe pesh yeh mera dil nazraana hai
[01:40.42] Tamannaein meri rehti hai wahan
[01:45.70] Turatiyaan chalti hai wahan
[01:47.75] Payaliyaan bajti hai wahan
[01:56.61] Hariyaali hai muskaai mere desh mein
[02:00.67] Aaj ye dil karta hai mastiyon mein naachoon main wahan
[02:11.42] Inhi parbaton mein woh tumhari sadaayein hain
[02:21.36] Khayalon mein teri machalti adaayein hain
[02:36.08] Suhaana hai ye apnan silsila
[02:43.00] Ab dil se dil mila, na tum se hai gila yeh afsaana
[02:53.67] Hmm... O saathi dil ko samjhaana
[02:57.80] Bholi bhali mitti ka ye dil hai deewana
[03:03.63] Har dil to azaad watan ke pyaar ka parwana
[03:08.61] Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya
[03:18.01] Jahaan hai meri pyaar ki duniya
[03:21.58] Woh thandi chaaon ki duniya
[03:23.80] Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan
[03:33.95] Aankhon mein chalke aayi teri yaad re
[03:37.85] O mitwa pyaar tera bhool ke main jaaoongaa kahan
[03:43.95] Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya
[03:53.65]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings