Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Ae Bhola Bhala Man Mera

๐Ÿ‘ค Asha Bhosle feat. Kishore Kumar โ€ข ๐ŸŽผ Jhumroo (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 5:52
๐ŸŽต 1371 characters
โฑ๏ธ 5:52 duration
๐Ÿ†” ID: 4838537

๐Ÿ“œ Lyrics

Ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya
Bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya
Bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya

Rut chali chum chum hai najar gumsum
Hum to sab bhule kuch kaho ab tum
Rut chali chum chum hai najar gumsum
Hum to sab bhule kuch kaho ab tum
Ye tera jana, jake fir aana aake
Fir sharmana ek fasana ho gaya
Ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya
Bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

Tum ho kyu bekal kyu dhala kajal
Chand ke mukh pe kyu ude badal
Tum ho kyu bekal kyu dhala kajal
Chand ke mukh pe kyu ude badal
Jadugar tere nain bake re
Pyar me khoke dil diwana ho ho gaya gaya
Bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya
Bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya
Bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

Pyar me hum to pake balam ko hosh kho baithe kya hua tumko

Tum gaye jab mil milke hum gaye khil khilke rah gaye dil
Mai diwana ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya
Ye bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya
Bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings