Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Mujhe Allah Ki Kasam

๐Ÿ‘ค Lata Mangeshkar, Mahesh - Kishor & Vipin Sachdeva โ€ข ๐ŸŽผ Sanam Bewafa (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 4:38
๐ŸŽต 1431 characters
โฑ๏ธ 4:38 duration
๐Ÿ†” ID: 4854415

๐Ÿ“œ Lyrics

Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar ho gaya
Bina eid ke hi
Chand ka deidar ho gaya
Bina eid ke hi
Chand ka deidar ho gaya
Deidar ho gaya
Tumse pyar ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar ho gaya
Bina eid ke hi
Chand ka deidar ho gaya
Bina eid ke hi
Chand ka deidar ho gaya
Deidar ho gaya
Tumse pyar ho gaya

Panv mein ghungaru
Bandhkar, naachi hai jawani
Naachi hai jawani
Panv mein ghungaru
Bandhkar, naachi hai jawani
Naachi hai jawani

Ek nayi kahani
Ek nayi kahani
Dekho husna phirse
Ishq par nisaar ho gaya
Dekho husna phirse
Ishq par nisaar ho gaya
Nisar ho gaya
Tumse pyar ho gaya

Ji chaahata hai chumlu honton ko
Tumhare hoton ko tumhare
Ji chaahata hai chumlu honton ko
Tumhare hoton ko tumhare
Ye hont kya hai
Jism-o-jaan hai naam tumhare
Ye dil diwana aapka sarkaar ho gaya
Ye dil diwana aapka sarkaar ho gaya
Sarkaar ho gaya tumse pyar ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar ho gaya
Bina id ke hi chand ka didar ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar, ho gaya, ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar, ho gaya, ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam
Tumse pyar, ho gaya, ho gaya
Mujhe allah ki kasam
Allah allah ki kasam

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings