Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Raju Ban Gaya Gentleman

๐Ÿ‘ค Kumar Shanu feat. Sadhana Sargam & Sudesh Bhosle โ€ข ๐ŸŽผ Raju Ban Gaya Gentleman (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 5:33
๐ŸŽต 2104 characters
โฑ๏ธ 5:33 duration
๐Ÿ†” ID: 4862260

๐Ÿ“œ Lyrics

Aaj humari basti mein mach gai dhoom
Rang rangeeli basti hai
Aa masti mein jhoom
Aaj humari basti mein mach gai dhoom
Rang rangeeli basti hai
Aa masti mein jhoom
Ae apna Raju Hero hai
Aur hum Raju ke fan
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman

(Aaj humari basti mein mach gai dhoom
Rang rangeeli basti hai
Aa masti mein jhoom
Ae apna Raju Hero hai
Aur hum Raju ke fan
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman)

Dheere dheere chamka hai apna bhi sitara
Patthar se nikla hai paani ka phavwara

Apni hi dhun pe magan ho ke yaar
Dil mein hai kya main sabse chhupaun
Iss dil ko aaraam aa gaya rehta tha bechain
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman

Tere kadmo pyare ek din saara jahaan hoga
Meri jaan arsh se kahin aage tera makaa' hoga
(Tere kadmo pyare ek din saara jahaan hoga
Meri jaan arsh se kahin aage tera makaa' hoga
Makaa' hoga, makaa' hoga)

Allah!
Uss maalik ki tujhpe inayat hogi ab din rain
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman

-Tere hote iss dharti par raaj kare he paisa
-Duniya ka bhagwan hai paisa
-Tu bhagwan hai kaisa
-Ab yeh baat samajh mein aayi
-Tu bhi apne jaisa
-Paisa paisa paisa paisa...

Iss paise ke peeche duniya kho baithi sukh chain
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman

Ding dong tur tur gaana re
Bam chik band bajana re
(Ding dong tur tur gaana re
Bam chik band bajana re)

Ae hum hain gawaani
Ke tere yaar jaani
Ke tu hai apni jaan
Ae hum hain gawaani
Ke tere yaar jaani
Ke tu hai apni jaan
(Wonderful tum kaam kiya hai
Tum hai superman)

Aaj humari basti mein mach gai dhoom
Rang rangeeli basti hai
Aa masti mein jhoom
Ae apna Raju Hero hai
Aur hum Raju ke fan

Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman
Ke Raju ban gaya gentleman

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings