Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Laree Choote - Remix

๐Ÿ‘ค Xulfi โ€ข ๐ŸŽผ Ek Chalis Ki Last Local โ€ข โฑ๏ธ 4:02
๐ŸŽต 1109 characters
โฑ๏ธ 4:02 duration
๐Ÿ†” ID: 4884725

๐Ÿ“œ Lyrics

Woh kehte hai na
Jo hota hai achche ke liye hota hai
Galat kehte hai

Kismat ka khel hai saara
Phirta tha main aawaara
Yeh kya se kya ho gaya
Chaar din ki zindagaani
Har pal ek nayi kahaani
Kya tha, main kya bana gaya
Kya huva jo laaree chhooti
Jivan ki gaadi looti
Kwaab hai toh mujhko na jaga
Zindagi ek pal mein saali
Yuun palat gayi hamaari
Zhoot hai toh mujhko na bata

Mumbai, suna tha yahaan aadami puri zindagi apani kismat
Slow track se fast track laane mein nikaal deta hai
Par dhaayi ghante mein meri kismat
Aise slow track se fast track par aa jaayegi
Yeh maine kabhi socha nahi tha
Saja maja ban jaayegi, yeh bhi kabhi socha nahi tha
Last local kya chhuti, saala kismat patari par aa gayi

Karlo jo bhi karna hai
Hota hai jo hona hai
Guzra toh pal yeh phir na aayega
Kya bura hai kya bhala hai
Waqt hi shaayad khuda hai
Ho jaane do phir dekha jaayega
Kya huva jo laaree chhooti
Jivan ki gaadi looti
Kwaab hai toh mujhko na jaga
Zindagi ek pal mein saali
Yuun palat gayi hamaari
Jhoot hai toh mujhko na bata

Woh kehte hai na
Jo hota hai achche ke liye hota hai
Sahi kehte hai
Jivan ki gaadi looti

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:08.41] Woh kehte hai na
[00:12.05] Jo hota hai achche ke liye hota hai
[00:15.98] Galat kehte hai
[00:30.73] Kismat ka khel hai saara
[00:33.06] Phirta tha main aawaara
[00:36.15] Yeh kya se kya ho gaya
[00:40.69] Chaar din ki zindagaani
[00:43.92] Har pal ek nayi kahaani
[00:46.36] Kya tha, main kya bana gaya
[00:50.77] Kya huva jo laaree chhooti
[00:54.15] Jivan ki gaadi looti
[00:56.76] Kwaab hai toh mujhko na jaga
[01:01.30] Zindagi ek pal mein saali
[01:04.07] Yuun palat gayi hamaari
[01:06.63] Zhoot hai toh mujhko na bata
[01:30.50] Mumbai, suna tha yahaan aadami puri zindagi apani kismat
[01:40.57] Slow track se fast track laane mein nikaal deta hai
[01:43.45] Par dhaayi ghante mein meri kismat
[01:48.52] Aise slow track se fast track par aa jaayegi
[01:52.00] Yeh maine kabhi socha nahi tha
[01:55.15] Saja maja ban jaayegi, yeh bhi kabhi socha nahi tha
[02:03.91] Last local kya chhuti, saala kismat patari par aa gayi
[02:11.87] Karlo jo bhi karna hai
[02:27.01] Hota hai jo hona hai
[02:29.46] Guzra toh pal yeh phir na aayega
[02:34.98] Kya bura hai kya bhala hai
[02:37.19] Waqt hi shaayad khuda hai
[02:39.97] Ho jaane do phir dekha jaayega
[02:45.40] Kya huva jo laaree chhooti
[02:50.03] Jivan ki gaadi looti
[02:53.01] Kwaab hai toh mujhko na jaga
[02:57.11] Zindagi ek pal mein saali
[03:00.48] Yuun palat gayi hamaari
[03:03.00] Jhoot hai toh mujhko na bata
[03:29.55] Woh kehte hai na
[03:41.85] Jo hota hai achche ke liye hota hai
[03:46.05] Sahi kehte hai
[03:51.15] Jivan ki gaadi looti
[03:53.68]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings