Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Subah Subah

๐Ÿ‘ค Zubeen Garg feat. Shekhar Ravjiani & Vishal Dadlani โ€ข ๐ŸŽผ I See You โ€ข โฑ๏ธ 5:46
๐ŸŽต 1122 characters
โฑ๏ธ 5:46 duration
๐Ÿ†” ID: 4884860

๐Ÿ“œ Lyrics

Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaayon mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi tarah se nayi Dishaaon mein chal raha hoon
Nayi nayi hain meri nazar
Ya hain nazaarein naye
Yaa dekhte khwab main chal raha hoon

Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaayon mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi nazar se nay nazaare main dekhata hoon
Ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza
Jahaan ke saath main chal raha hoon

Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab
Main hawaaon mein chal raha hoon

Jo abhi hain usiko jilein, jo jiya wo ji liya
Wo nasha pi liya
Kal nasha hain ek naya jo, na kiya to kya jiya
Har pal ko pi ke agar dil na bhar diya

Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaayon mein chal raha hoon
Nayi subah nayi hava
Nayi tarah se nayi
Dishaaon mein chal raha hoon

Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaaon mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi tarah se nayi dishaaon mein chal raha hoon
Ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza
Jahaan ke saath main chal raha hoon

Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main
Hawaaon mein chal raha hoon

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings