Tau Kia Huwa
๐ต 740 characters
โฑ๏ธ 6:11 duration
๐ ID: 4886855
๐ Lyrics
Ajnabi raastey
Lapata si manzilain
Sim-th koi nai
Dil bhichadte rahe
Janay kya bat thi
Janay kyu thi khala
Rehguzar mai hi tha
Rehnuma mai hi tha
Tha woh mere kareeb
Tha woh lamha ajeeb
Uss ke rangon me main dhal gya
Mery honthon pai pyaas thi
Kuch talash thi
Kya tha magar gumshuda
Janay kaisa woh khwab tha
Ek saraab tha
Seenay mai dil jal gya
Toh kia hua
Bheed mai tanhaiyaan
Shor mai sannata sa
Zindagi ke khel se
Bekhabar bewasta
Shaamein dhalti gayi
Raaz khultey gaye
Ab subha mai hi tha
Har subha mai hi tha
Tha woh mery kareeb
Tha woh lamha ajeeb
Uss ke rangon me main dhal gya
Mere honthon pai pyass thi
Kuch talash thi
Kya tha magar gumshuda
Janay kaisa woh khwab tha
Ek saraab tha
Senay mai dil jal gya
Haaaaa haaaaaaa...
Lapata si manzilain
Sim-th koi nai
Dil bhichadte rahe
Janay kya bat thi
Janay kyu thi khala
Rehguzar mai hi tha
Rehnuma mai hi tha
Tha woh mere kareeb
Tha woh lamha ajeeb
Uss ke rangon me main dhal gya
Mery honthon pai pyaas thi
Kuch talash thi
Kya tha magar gumshuda
Janay kaisa woh khwab tha
Ek saraab tha
Seenay mai dil jal gya
Toh kia hua
Bheed mai tanhaiyaan
Shor mai sannata sa
Zindagi ke khel se
Bekhabar bewasta
Shaamein dhalti gayi
Raaz khultey gaye
Ab subha mai hi tha
Har subha mai hi tha
Tha woh mery kareeb
Tha woh lamha ajeeb
Uss ke rangon me main dhal gya
Mere honthon pai pyass thi
Kuch talash thi
Kya tha magar gumshuda
Janay kaisa woh khwab tha
Ek saraab tha
Senay mai dil jal gya
Haaaaa haaaaaaa...