Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Ek Ajnabee Haseena Se (Version 2)

๐Ÿ‘ค Kishore Kumar โ€ข ๐ŸŽผ Ajanabee (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 4:40
๐ŸŽต 889 characters
โฑ๏ธ 4:40 duration
๐Ÿ†” ID: 512584

๐Ÿ“œ Lyrics

Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi
Phir kya huwa yeh naa puchho, kuchh aisi bat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Woh achanak aa gayi, yun najar ke samane
Jaise nikal aya ghata se chand
Woh achanak aa gayi, yun najar ke samane
Jaise nikal aya ghata se chand
Chehare pe julfen, bikhari huyi thi, din me rat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Janeman jaanejigar hota mai shayar agar, kahata ghazal teri aadaon par
Janeman jaanejigar hota mai shayar agar, kahata ghazal teri aadaon par
Maine yeh kaha toh mujhse kafa woh janehayat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Khubsurat bat yeh char pal kaa sath yeh, sari umar mujhko rahega yad
Khubsurat bat yeh char pal kaa sath yeh, sari umar mujhko rahega yad
Mai akela tha magar, ban gayi woh humsafar, woh mere sath ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi.

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings