Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Faltu Pyar

๐Ÿ‘ค Hasan Raheem feat. Natasha Noorani & Talal Qureshi โ€ข ๐ŸŽผ Faltu Pyar - Single โ€ข โฑ๏ธ 3:42
๐ŸŽต 1623 characters
โฑ๏ธ 3:42 duration
๐Ÿ†” ID: 512688

๐Ÿ“œ Lyrics

Tera bina dil aur
Jahan khaali lagey haan
Sarey meray khawab
Teray naam say horay rawan
Naaz bhi tera na
Raqs kare rooh meri is tarah
Andaz ki kya hi wah
Bebas kiye mera har lamha

Kyun meri batein asar na karain tujko meri jan
Yun meray jigar kay tukrey bata mujko kia chati
Tu hoo
Pyaar muhabbat kay alfaaz kar to shuru
Hoo hoo
Ye koi sazish nai tu tamanna meri

Teray jhootay alfaaz
Don't be a dhokaybaaz
Baatein saari bekaar
Jaa re jaa
Yeh do din ka faltoo pyaar
Aik pal ka bharosa
Karoon kyun meri jaan?
Jaa re jaa

Ab kahaan mein jaaon na
Teri bahoon se paaon kya?
Dukh hi ko dekh ke hui rawaana
Aik hi rastah
Barbaadi ke khilaaf
Bolay meray apnay khwaab
Bhula de mera naam
Tera mera na hisaab

Kyun meri batein asar na karain tujko meri jan
Yun meray jigar kay tukrey bata mujko kia chati
Tu hoo
Pyaar muhabbat kay alfaaz kar to shuru
Hoo hoo
Ye koi sazish nai tu tamanna meri

Teray jhootay alfaaz
Don't be a dhokaybaaz
Baatein saari bekaar
Jaa re jaa
Yeh do din ka faltoo pyaar
Aik pal ka bharosa
Karoon kyun meri jaan?
Jaa re jaa

Dil teray bina hai qaabil
Kaavishein hain bhaari
Teray sang teray sang din mushkil
Aisay kyun na karoon?
Dar lagey teray bin har din
Sansein chalein saari
Teray liye teray bin din mushkil
Aisay to na karo

Kyun meri palkay jhapakaney na daity o janeja
Yun all this time baby that I've been waiting I'll still wait for
You you meri ankhon ki thandak ka rasta hai tu (Hoo hoo)
Ye koi saazish nai tu tamana meri

Karley iqraar
Dont play your cards
Due mera pyaar
Baby Dont you leave
Tera suroor
Give up that mood
Due mera pyaar
Baby dont you leave

Aisay to na karo
Aisay kyun na karun

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings