Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Tanha Main Akela

๐Ÿ‘ค Kishore Kumar โ€ข ๐ŸŽผ Sachche Ka Bolbala (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 6:12
๐ŸŽต 1144 characters
โฑ๏ธ 6:12 duration
๐Ÿ†” ID: 5166823

๐Ÿ“œ Lyrics

Tanha, main akela, toota tara koi
Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi

Tanha, main akela, toota tara koi
Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi

Deewana hoon, magar phir bhi hai yeh yakeen
Hasino ki jo pasand, main hoon woh hasin

Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi
Tanha, main akela, toota tara koi
โ™ซ
Pehlu mein mere mastiyaan, shokhiyaan, arre, bijliyaan
Martii hain, aji, mujh par baagh ki saari titliyaan
Mehfil mein jaadu bhare nainon ki athkeliyaan
Aakar mujhko ghere hain anjaani ye saheliyaan
Lo, mera naam lo, honthon se kaam lo
Sapne mere jaagein-jaagein, yaadein soi-soi

Tanha, main akela, toota tara koi

Koi sune, na sune, meri apni sada
Koi dekhe, na dekhe, husn ki apni adaa
Hirni jaisi aankhein hain, chaal mein hai ik nasha
Dhadkan daud rahi hai kyun? Kya hua mujhko bhala?
Kya tujhe yaad hai, jo mujhe yaad hai?
Nazaro mein hai ek halki si soorat koi khoyi

Tanha, main akela, toota tara koi
Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi
Deewana hoon, magar phir bhi hai yakeen
Hasino ki jo pasand, main hoon woh hasin
Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi

Tanha, main akela, toota tara koi

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:24.50] Tanha, main akela, toota tara koi
[00:33.26] Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi
[00:41.74]
[00:43.15] Tanha, main akela, toota tara koi
[00:51.20] Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi
[00:59.50]
[00:59.75] Deewana hoon, magar phir bhi hai yeh yakeen
[01:08.35] Hasino ki jo pasand, main hoon woh hasin
[01:16.40]
[01:17.05] Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi
[01:26.15] Tanha, main akela, toota tara koi
[01:34.75] โ™ซ
[02:05.55] Pehlu mein mere mastiyaan, shokhiyaan, arre, bijliyaan
[02:14.30] Martii hain, aji, mujh par baagh ki saari titliyaan
[02:27.35] Mehfil mein jaadu bhare nainon ki athkeliyaan
[02:35.95] Aakar mujhko ghere hain anjaani ye saheliyaan
[02:43.60] Lo, mera naam lo, honthon se kaam lo
[02:52.50] Sapne mere jaagein-jaagein, yaadein soi-soi
[03:00.90]
[03:02.10] Tanha, main akela, toota tara koi
[03:09.70]
[03:52.20] Koi sune, na sune, meri apni sada
[04:00.60] Koi dekhe, na dekhe, husn ki apni adaa
[04:13.85] Hirni jaisi aankhein hain, chaal mein hai ik nasha
[04:22.30] Dhadkan daud rahi hai kyun? Kya hua mujhko bhala?
[04:30.25] Kya tujhe yaad hai, jo mujhe yaad hai?
[04:39.05] Nazaro mein hai ek halki si soorat koi khoyi
[04:47.80]
[04:48.40] Tanha, main akela, toota tara koi
[04:56.50] Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi
[05:04.90] Deewana hoon, magar phir bhi hai yakeen
[05:13.35] Hasino ki jo pasand, main hoon woh hasin
[05:22.00] Aasman mera, meri zameen, manzil khoyi-khoyi
[05:31.35]
[05:33.07] Tanha, main akela, toota tara koi
[05:50.39]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings