Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Qismat Ki Hawa Kabhi Naram

๐Ÿ‘ค Ramachandra, C. โ€ข ๐ŸŽผ Albela โ€ข โฑ๏ธ 3:52
๐ŸŽต 1368 characters
โฑ๏ธ 3:52 duration
๐Ÿ†” ID: 5259478

๐Ÿ“œ Lyrics

Kabhi kaali ratiya
Kabhi din suhane
Kismat ki baate to
Kismat hi jaane

O beta ji
O beta ji
Are o babuji
Kismat ki hawa kabhi naram
Kabhi garam
Kabhi naram naram
Kabhi garam garam
Kabhi naram garam naram garam

O beta ji
Kismat ki hawa kabhi naram
Kabhi garam
Kabhi naram naram
Kabhi garam garam
Kabhi naram garam naram garam
O beta ji
Badi akad se beta nikle
Ghar se actor hone
Waah re kismat
Waah re kismat
Kismat me the likhe bartan dhone
Arrey bhai likhe bartan dhone
O beta ji
Jine ka mazaa kabhi naram
Kabhi garam
Kabhi naram naram
Kabhi garam garam
Kabhi naram garam naram garam
O beta ji
Are o babuji
Kismat ki hawa kabhi naram
Kabhi garam
Kabhi naram naram
Kabhi garam garam
Kabhi naram garam naram garam
O beta ji
Duniya ke is chidiya ghar mein
Tarah tarh ka jalwa
Mile kisi ko sukhi roti
Kisi ko puri halwa
Arrey bhai kisi ko puri halwa
O beta ji
Khichdi ka mazaa kabhi naram
Kabhi garam
Kabhi naram naram
Kabhi garam garam
Kabhi naram garam naram garam
O beta ji
Dard diya to thoda thoda
Khushi bhi thodi thodi
Waah re maalik
Waah re maalik dukh aur sukh ki khub banai jodi
Arrey waah khub banai jodi

O beta ji
Jivan ka nasha kabhi garam
Kabhi naram
Kabhi naram naram
Kabhi garam garam
Kabhi naram garam naram garam

O beta ji
Are o babuji
Kismat ki hawa kabhi naram
Kabhi garam
Kabhi naram naram
Kabhi garam garam
Kabhi naram garam naram garam

O beta ji

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings