Banjaare (feat. Shyam Renganathan, Sharanya Gopinath & Pavitra Krishnan)
๐ต 549 characters
โฑ๏ธ 3:22 duration
๐ ID: 5597582
๐ Lyrics
Kis cheez ka tujhe, ab intezaar hai?
Jo de tujhe sukoon
Bas wahi pyaar hai
Kis cheez ka tujhe, ab intezaar hai?
Jo de tujhe sukoon
Bas wahi pyaar hai
Khud ki bhi sunle yaara
Jo bhi hona woh hi ho
Yeh ishq na ho dobaara
Dil ko yeh na kehne do
Yaadein jo bhi tujhe gham de
Beetein din ke woh lamhe
Apne rooh ko kar tu rihaaa
Jo chaahe woh mil jaaye
Khud ko tu udta paaye
Apne rooh ko kar tu rihaa
Banjaare, Gunguna re,
Iss pal mein ho fanaa re
Kal ki kyun karta parwaah
Kyun soche kya hua re
Kal wahaan tha, Ab yahaan hai
Waqt tera hai, Lele mazza
Jo de tujhe sukoon
Bas wahi pyaar hai
Kis cheez ka tujhe, ab intezaar hai?
Jo de tujhe sukoon
Bas wahi pyaar hai
Khud ki bhi sunle yaara
Jo bhi hona woh hi ho
Yeh ishq na ho dobaara
Dil ko yeh na kehne do
Yaadein jo bhi tujhe gham de
Beetein din ke woh lamhe
Apne rooh ko kar tu rihaaa
Jo chaahe woh mil jaaye
Khud ko tu udta paaye
Apne rooh ko kar tu rihaa
Banjaare, Gunguna re,
Iss pal mein ho fanaa re
Kal ki kyun karta parwaah
Kyun soche kya hua re
Kal wahaan tha, Ab yahaan hai
Waqt tera hai, Lele mazza