Daagh Na Lag Jaye
๐ต 413 characters
โฑ๏ธ 4:51 duration
๐ ID: 6254306
๐ Lyrics
Jaane kahaan gaye woh din
Kahte the tere raah mein 2
Nazaron ko hum bichhayenge
Chaahe kahin bhi tum raho,
Chahenge tumko umr bhar
Tumko na bhool payange
(Music)
Mere kadam jahaan pade,
Sajade kiye the yaar ne 2
Mujhako rula rula diya,
Jaati hui bahaar ne
Jaane kahaan gaye ...
(Music)
Apni nazar mein aaj kal,
Din bhi andheri raat hai 2
Sayaa hi apne saath tha,
Sayaa hi apne saath hai
Jaane kahaan gaye ...
Kahte the tere raah mein 2
Nazaron ko hum bichhayenge
Chaahe kahin bhi tum raho,
Chahenge tumko umr bhar
Tumko na bhool payange
(Music)
Mere kadam jahaan pade,
Sajade kiye the yaar ne 2
Mujhako rula rula diya,
Jaati hui bahaar ne
Jaane kahaan gaye ...
(Music)
Apni nazar mein aaj kal,
Din bhi andheri raat hai 2
Sayaa hi apne saath tha,
Sayaa hi apne saath hai
Jaane kahaan gaye ...