Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Jaane Kya Dhoondta Hai - From "Sur (The Melody Of Life)"

๐Ÿ‘ค Lucky Ali โ€ข ๐ŸŽผ Greatest Love Songs (Vol. 2) โ€ข โฑ๏ธ 7:05
๐ŸŽต 1012 characters
โฑ๏ธ 7:05 duration
๐Ÿ†” ID: 6557300

๐Ÿ“œ Lyrics

Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
Raaste hi raaste hain, kaisa hai yeh safar
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
Bechehra sa koi sapna hai voh
Kahin nahin hai phir bhi apna hai voh
Aise mere andar shaamil hai voh
Main hoon behta dariya, saahil hai voh
Hai kahan voh, voh kidhar hai, raaste kuch to bata
Kaun sa uska nagar hai, rehguzar kuch to bata
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
Soona sa hai mandir, moorat nahin
Khaali hai aaina, soorat nahin
Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
Maheke kaise kaliyaan, gulshan to ho
Shamma hai jo mujh mein roshan, voh viraasat kisko doon
Door tak koi nahin hai, apni chaahat kisko doon
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:51.85] Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
[00:55.47] Tujhko kya chaahiye zindagi
[01:16.47] (Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
[01:20.52] Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
[01:35.49] Raaste hi raaste hain, kaisa hai yeh safar
[01:44.34] Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
[01:52.64] (Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
[01:57.42] Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
[03:20.33] Bechehra sa koi sapna hai voh
[03:24.55] Kahin nahin hai phir bhi apna hai voh
[03:29.43] Aise mere andar shaamil hai voh
[03:33.81] Main hoon behta dariya, saahil hai voh
[03:39.78] Hai kahan voh, voh kidhar hai, raaste kuch to bata
[03:47.75] Kaun sa uska nagar hai, rehguzar kuch to bata
[03:57.18] Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
[04:05.88] (Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
[04:10.23] Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
[05:26.45] Soona sa hai mandir, moorat nahin
[05:31.44] Khaali hai aaina, soorat nahin
[05:35.12] Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
[05:40.30] Maheke kaise kaliyaan, gulshan to ho
[05:44.61] Shamma hai jo mujh mein roshan, voh viraasat kisko doon
[05:53.67] Door tak koi nahin hai, apni chaahat kisko doon
[06:02.51] Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
[06:10.91] (Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
[06:26.21] Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
[06:30.81]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings