Tu Jo Na Hota
๐ต 893 characters
โฑ๏ธ 2:55 duration
๐ ID: 6621979
๐ Lyrics
Na Na Na Na Na Na
Tu mera kya hai koi samjhega nahi
Tu mere saath har kadam pe tha yahi
Tere liye sab kuch karna hai mujhe
Tujhko kasam hai tu kasam dega nahi
Ab yeh dil mera lagta cheez parayi hai
Yeh puri duniya tujhe mujh tak kheech ke layi hai
Oh tujhko bilkul bhi nahi hai andaza ke
Kaise tune meri jaan bachai hai
Tu jo na hota mera kya hota
Mai toh khud se hi bewafa hota
Tu jo na hota mera kya hota
Mera har lamha bewajah hota
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na
Kosa hai maine bhi kismat ko
Lagti thi khaali jo mujhe zindagi
Tu jo mila toh lagta hai
Ke zindagi utni buri bhi nahi
Bus dekhna ke dil mera
Tere bina kahi ruk hi na jaaye
Jaane tujhe na denge hum
Chahe yaha ab kuch bhi ho jaaye
Tu jo na hota mera kya hota
Mai toh khud se hi bewafa hota
Tu jo na hota mera kya hota
Mera har lamha bewajah hota
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na
Tu mera kya hai koi samjhega nahi
Tu mere saath har kadam pe tha yahi
Tere liye sab kuch karna hai mujhe
Tujhko kasam hai tu kasam dega nahi
Ab yeh dil mera lagta cheez parayi hai
Yeh puri duniya tujhe mujh tak kheech ke layi hai
Oh tujhko bilkul bhi nahi hai andaza ke
Kaise tune meri jaan bachai hai
Tu jo na hota mera kya hota
Mai toh khud se hi bewafa hota
Tu jo na hota mera kya hota
Mera har lamha bewajah hota
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na
Kosa hai maine bhi kismat ko
Lagti thi khaali jo mujhe zindagi
Tu jo mila toh lagta hai
Ke zindagi utni buri bhi nahi
Bus dekhna ke dil mera
Tere bina kahi ruk hi na jaaye
Jaane tujhe na denge hum
Chahe yaha ab kuch bhi ho jaaye
Tu jo na hota mera kya hota
Mai toh khud se hi bewafa hota
Tu jo na hota mera kya hota
Mera har lamha bewajah hota
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na