Home šŸŽ¬ Bollywood šŸŽµ Pakistani šŸŽ¤ English Pop

Pills On My Mind

šŸ‘¤ SarpDansh feat. Big Scratch • šŸŽ¼ Pills On My Mind • ā±ļø 3:40
šŸŽµ 2065 characters
ā±ļø 3:40 duration
šŸ†” ID: 6624503

šŸ“œ Lyrics

Har tarah ka hai nasha mere sar pe
Teri yaadon mein main fanaa
Tere paas baitha phir bhi darbadar main
Tere bin jeena hai saja
B-b-boyfifty!

Har tarah ka hai nasha mere sar pe
Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
Teri yaadon mein main fanaa, yeah
Tere paas baitha phir bhi darbadar main
Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
Tere bin jeena hai saza, yeah

Tu nahi baithi paas phir bhi mil jaata sukoon
Ab paas tere honth nahi toh nashe ka junoon
I'm taking all 'em pills and I can't deny the doom
Ab baitha apne kamre pe, nas kaati behta khoon
Saari raatein jo guzaari thi
Wo saansein milti ja rahi thi
Dhadkan bhi ye thamani thi
Wo saara teri khushboo ka suroor
Tu hai meri, isi baat ka guroor
Ab khudme simatkar hun baitha
Aur andar hi andar hun kehta
Main laash bhi apni kurеdu toh
Tera hi naam bahega bahega
Tu karlе zaleel main hasta rahunga
Tu meri ban, aj kal main naa kahunga
Aur jo kabhi maut aayi tere paas
Toh bachi hui jaan main tujhme bharunga

Har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe
Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
Teri yaadon mein main fanaa, yeah
Tere paas baitha phir bhi darbadar main
Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
Tere bin jeena hai saza, yeah

I can't you hold close, mere manail ka ye dosh
Ab khaali ye makaan, zameen pe mera bojh
Pills on my palm phir bhula deta main hosh
Ab toh bas khayalon mein mil aata unse roz
Imaaraton me kho na jaaun, kehta tha unhe
Ilaake jo mana the, pairon ke nishaan hai
Dilaase deti duniya ke tu khud ko rok matt
Wo duniya ab kahan, akela main veerane mein
Iraade the ki unke saath
Dekhunga main sabz pehchanunga insaan
Paaya maine unko aur khwahisein thi poori
Faaslo ne cheena, ab khwahisein anjaan
Beetein lamho ka main kaafi hoon aabhari
Inhe chupa ke rakhta hun main baakiyo se aaj
Bechaini hoti aur ye raate beet jaati
Haste ashq aati jab bhi teri yaad

Har tarah ka hai nasha mere sar pe mere sar pe
Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
Teri yaadon mein main fanaa, yeah
Tere paas baitha phir bhi darbadar main
Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
Tere bin jeena hai saza

ā±ļø Synced Lyrics

[00:02.41] Har tarah ka hai nasha mere sar pe
[00:08.72] Teri yaadon mein main fanaa
[00:14.43] Tere paas baitha phir bhi darbadar main
[00:19.72] Tere bin jeena hai saja
[00:24.41] B-b-boyfifty!
[00:26.09] Har tarah ka hai nasha mere sar pe
[00:28.66] Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
[00:32.16] Teri yaadon mein main fanaa, yeah
[00:37.95] Tere paas baitha phir bhi darbadar main
[00:41.02] Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
[00:44.08] Tere bin jeena hai saza, yeah
[00:49.72] Tu nahi baithi paas phir bhi mil jaata sukoon
[00:53.02] Ab paas tere honth nahi toh nashe ka junoon
[00:56.35] I'm taking all 'em pills and I can't deny the doom
[00:59.05] Ab baitha apne kamre pe, nas kaati behta khoon
[01:02.31] Saari raatein jo guzaari thi
[01:04.75] Wo saansein milti ja rahi thi
[01:05.88] Dhadkan bhi ye thamani thi
[01:07.13] Wo saara teri khushboo ka suroor
[01:10.46] Tu hai meri, isi baat ka guroor
[01:13.85] Ab khudme simatkar hun baitha
[01:17.29] Aur andar hi andar hun kehta
[01:20.12] Main laash bhi apni kurеdu toh
[01:22.86] Tera hi naam bahega bahega
[01:26.27] Tu karlе zaleel main hasta rahunga
[01:28.85] Tu meri ban, aj kal main naa kahunga
[01:31.57] Aur jo kabhi maut aayi tere paas
[01:35.50] Toh bachi hui jaan main tujhme bharunga
[01:38.28] Har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe
[01:40.53] Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
[01:43.90] Teri yaadon mein main fanaa, yeah
[01:50.17] Tere paas baitha phir bhi darbadar main
[01:52.75] Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
[01:56.22] Tere bin jeena hai saza, yeah
[02:01.61] I can't you hold close, mere manail ka ye dosh
[02:05.25] Ab khaali ye makaan, zameen pe mera bojh
[02:08.31] Pills on my palm phir bhula deta main hosh
[02:11.38] Ab toh bas khayalon mein mil aata unse roz
[02:14.31] Imaaraton me kho na jaaun, kehta tha unhe
[02:17.16] Ilaake jo mana the, pairon ke nishaan hai
[02:19.88] Dilaase deti duniya ke tu khud ko rok matt
[02:22.89] Wo duniya ab kahan, akela main veerane mein
[02:26.08] Iraade the ki unke saath
[02:29.41] Dekhunga main sabz pehchanunga insaan
[02:32.03] Paaya maine unko aur khwahisein thi poori
[02:35.51] Faaslo ne cheena, ab khwahisein anjaan
[02:38.12] Beetein lamho ka main kaafi hoon aabhari
[02:41.38] Inhe chupa ke rakhta hun main baakiyo se aaj
[02:43.80] Bechaini hoti aur ye raate beet jaati
[02:47.16] Haste ashq aati jab bhi teri yaad
[02:50.45] Har tarah ka hai nasha mere sar pe mere sar pe
[02:52.56] Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
[02:55.66] Teri yaadon mein main fanaa, yeah
[03:01.49] Tere paas baitha phir bhi darbadar main
[03:04.63] Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
[03:07.43] Tere bin jeena hai saza
[03:12.54]

⭐ Rate These Lyrics

ā˜†ā˜†ā˜†ā˜†ā˜†
Average: 0.0/5 • 0 ratings