Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Raat Ka Nasha

๐Ÿ‘ค Damia Farooq feat. Rizwan & Ahmed โ€ข ๐ŸŽผ Punjab Nahi Jaungi (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 4:29
๐ŸŽต 584 characters
โฑ๏ธ 4:29 duration
๐Ÿ†” ID: 6656759

๐Ÿ“œ Lyrics

Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin

Tera nashila badan
Baahon ne chhoda nahin
Aankhen to kholi magar
Sapna woh toda nahin
Haan wohi woh wohi
Saason pe rakha hua tere hoton ka
Sapna abhi hai wahi

Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin

Tere bina bhi kabhi
Tujhse machal leti hoon
Karvat badalti hoon to
Sapna badal leti hoon (Repeat once)

Tera khayal aaye to
Balkhake pal jaata hain
Paani ke chaadar tale
Dum mera jal jaata hain
Haan wohi woh wohi
Saason pe rakha hua tere hoton ka
Sapna abhi hai wahi

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings