Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Bachpan

๐Ÿ‘ค Shubham Kabra, Avanti Nagral โ€ข ๐ŸŽผ Bachpan โ€ข โฑ๏ธ 3:01
๐ŸŽต 854 characters
โฑ๏ธ 3:01 duration
๐Ÿ†” ID: 6686056

๐Ÿ“œ Lyrics

Karvatein sunaati yeh daastan ajeeb
Bachpan mein jo lagti neend woh nahi
Aasmaani rangon si thi yeh subah
Dekhte hi dekhte na jaane kya hua

Yeh jo ehsaas tha, naadaaniyan kahan
Raaste guzarte, yeh kya ho gaya
Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan
Na pucha kisi ne, yeh kya ho gaya

Haste haste girna seekha
Dil jo yeh roya samjha na tha
Pehlu mein chupta dil yeh awaara
Manmarziya thi khwaahish bhara

Ude the khwaab aise kaat te andhere jaise
School ke woh raaste, doston ke paas the
Yaado ki titliyaan yeh udti phirti girti gaati
Kisse aur kahaaniya humko ab kaha sunaati

Kyun woh bachpan chala kisse kahaan
Hum tum jo thehre, yeh kya ho gaya
Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan
Na pucha kisi ne, yeh kya ho gaya

Yeh jo ehsaas tha, naadaaniyan kaha
Raaste guzarte, yeh kya ho gaya
Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan
Na pucha kisi ne, bachpan kho gaya

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:14.21] Karvatein sunaati yeh daastan ajeeb
[00:19.89] Bachpan mein jo lagti neend woh nahi
[00:25.27] Aasmaani rangon si thi yeh subah
[00:30.82] Dekhte hi dekhte na jaane kya hua
[00:35.94] Yeh jo ehsaas tha, naadaaniyan kahan
[00:42.02] Raaste guzarte, yeh kya ho gaya
[00:46.82] Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan
[00:53.10] Na pucha kisi ne, yeh kya ho gaya
[01:10.01] Haste haste girna seekha
[01:15.64] Dil jo yeh roya samjha na tha
[01:21.28] Pehlu mein chupta dil yeh awaara
[01:26.56] Manmarziya thi khwaahish bhara
[01:32.13] Ude the khwaab aise kaat te andhere jaise
[01:38.02] School ke woh raaste, doston ke paas the
[01:43.38] Yaado ki titliyaan yeh udti phirti girti gaati
[01:48.99] Kisse aur kahaaniya humko ab kaha sunaati
[01:58.31] Kyun woh bachpan chala kisse kahaan
[02:04.23] Hum tum jo thehre, yeh kya ho gaya
[02:09.57] Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan
[02:15.17] Na pucha kisi ne, yeh kya ho gaya
[02:20.49] Yeh jo ehsaas tha, naadaaniyan kaha
[02:26.62] Raaste guzarte, yeh kya ho gaya
[02:32.28] Befikar yeh jahaan, befikar aasmaan
[02:37.59] Na pucha kisi ne, bachpan kho gaya
[02:43.77]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings