Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Kacchi Deewar Hoon Thokar Na Lagana

๐Ÿ‘ค Ghulam Ali โ€ข ๐ŸŽผ Tere Shahar Mein โ€ข โฑ๏ธ 7:22
๐ŸŽต 1128 characters
โฑ๏ธ 7:22 duration
๐Ÿ†” ID: 6777617

๐Ÿ“œ Lyrics

Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Kachi deewar hoon...
Tumko aankho mein tasavur ki tarah rakhta hoon
Tumko aankho mein tasavur ki tarah rakhta hoon
Dil mein dadkan ki tarah tum bhi basana mujhko
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Kachi deewar hoon...
Baat karnay mein jo mushkil ho tumhay mehfil mein
Baat karnay mein jo muskil ho tumhay mehfil mein
Main samajh jaaonga nazron say bataana mujhko

Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Kachi deewar hoon...
Vaada utna hi karo jitna nibha saktay ho
Vaada utna hi karo jitna nibha saktay ho
Khawab poora jo na ho woh na dikhana mujhko
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Kachi deewar hoon...
Apnay rishtay ki nazaakat ka baram rakh lena,
Apnay rishtay ki nazaakat ka baram rakh lena,,
Main to aashiq hoon deewana na banana mujhko
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko,
Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko
Kachi deewar hoon...
END...

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings